P2

114 7 0
                                    

Raman~sagai torni hain
Toshi~kya putter ladki ki zindigi karab kyo kar rahi hoon
Raman~kya karo ma jab ambika ji ko dekta hoon to lagta dil zor se darekni lagta hain aur ise lagta Ishita ko dekh raha hoon woh feeling ma
Janki~ambika beta kya howa
Ambika~main pata hain abb aur intezar nahi hota
Janki~kyo
Ambika~ma ajj main apko batati hoon mera atet ka secret
Janki~bolo
Ambika~ma main aur Raman ki shaadi arrange marriage thek kab hame pyaar howa pata nahi chala kab ham ek dosre ki bena je nahi sakti sab itna galdi howa aur ek din jab main aur Raman durga ma ki mander ga rahi theh hameri honi wali bache ki shokrya karni aur sab kuch jaldi jaldi howa ki hamari car kai se gir gain aur mera bacha aur chehra dono katam
Raman~oske bad ma main ne apne ank hospital main kola
Toshi~koi bat nahi putter
Shagun~Raman tumne muje call kya
Raman~haan woh sagai break karta hoon muje Ishita mill gai Shagun
Shagun~what woh to do saal se margai hain na
Raman~zinda hain mera vishvas hain
Shagun~kahan hain
Raman~ambika raichand
Shagun~nahi nahi woh nahi hosakti
Ambika~ma apko pata hain muje yeh avatar main kyo ana bada
Janki~kyo
Ambika~taki main apna badla le sako ashok aur shagun se woh dono ne hamari car ke break fail kya tha
Janki~tume kisi pata
Ambika~ma jab main aur Raman giri Raman toh car main thek main gari se bahar ayi taki main help mang sako par os wakt main 6 month pregnant theh toh main ziyada door nahi gai waha main me dekha ashok aur shagun ko
Janki~par tum toh behosh teh jab main ne tume bachaya
Ambika~on loko ne muje dekha aur ashok ne muje car se hit kya waha mera bacha mujse door hogaya phir main dard main pari rahi phir app agai
Toshi~haan shagun hame Ishita ki lash nahi mile toh yeh sabut hain ki woh zinda hain
Shagun~(in mind) yeh kisi hosakta hain main ne kud ose pahari se dakha deya
Janki~tu beta kya karna hain ab
Ambika~ma apna badla lena hain ose but muje bora lag raha hain ki main ne mami ji se kisi vivar kya
Janki~its ok beta
Ambika~ma thanks ki apni muje yeh chehra yeh zindigi di
Janki~vars hain mera beta
Ambika~ma di kaha hain
Janki~subha subha woh aur ravi walking par gai hain

Ek vishvas (completed)Where stories live. Discover now