ek paheli 8

550 27 11
                                    

Part 8

Abhijeet- purvi ki baat se thoda pareshan hojata h .

Acp and daya back to beauro

Acp- daya billa ke purani jewellery ki puri jaankari mili h toh khi ye jewellry .

Abhi- sir jewellery ko udana chate h i mean chori kyu ki ye sabhi jewellery bahut kimti h .

Acp- yes abhijeet ......yehi plan h uska.......or ye gurav ....ye koi bda mujrim.h

Purvi- sir......

Acp- ha purvi

Purvi- sir ye dekhiye ye ek site mili h jispr wahi jewellery ki puri jankari h .....

Acp- acha acha ....av mamla meri samjh aaraha h abhijeet ......ye pura kaam ismgling ka h....asli jewellery ko ismagl kiya jata h .
Abhijeet ek kaam Karo sabko bulao or pata kro next nilami kha hone wali h ... Ye gurav waha jaror aayega .....

Abhijeet- ok sir .......

Acp- daya team tyaarkaro ab iska end karne ka waqt aagya h ....

Daya-ok sir ......

After 2 hour abhi bck in beauro ...
Abhijeet- sir nilami ke Jo owner h unhone bataya ki in jewerllys ki kimt croro mein h .

Acp- ha kha ye nilami.

Abhijeet- oprea house ....

Acp- toh phir chalo ..hum bhi chlte h is nilami mein ......

After 1hour all team in opera house .............

Acp- dekho charo tarf fel jao ..abhijeet jesa kha gya h wesa hua na.?

Abhijet- ji Sir sab tyaar h .....

Acp- very gud ab dekhte h kese bchta h ye gurav humare haath se .

Sabhi officers apni apni pojisen lelete h ........

Abhijeet in CCTV records room ..yaha se koi bhi Bach ke nhi nikl Sakta ....

Sachin- lekin sir ager gurav ko ye jewlerys hi churani thi toh us din woh bomb blast kyu ...

Abhijeet- Sachin woh shirf dhyaan bhtkane ke liye tha hum us bomb mein uljhe rehte or ye apna kaam karke nikl jata ...
Ab samjhe .......

Sachin- yes sir .

Daya- sir .... gurav aagya....red jacket mein h sir .

Acp- acha daya tum uspr nazar rakho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Acp- acha daya tum uspr nazar rakho....dekhna niklna nhi cahiye.
..
Daya- ok Sir..

Acp- abhijeet programm organization team kha h .

Abhijeet- ready h Sir

O team- aap sabhi ka is khubsurat nilami mein swagat h ye bahupuranik aabhusano ki nilami ki jarahi h Jo raja- maharajao ke zamane ki aap sabhi is nilami ka luft uthayiye .

ek paheli........Where stories live. Discover now