restless manik

4.7K 357 13
                                    

part 26

"Sath phere tere sath ke "

manik ka nandani ko tease karna ab aage .

nandani - aap ne kya wish mangi .

manik - i dont bileve all this nonsence jo khud tot kar khatam ho rahe hai woh hamari wish kya pori karenge.

nandani - ho sakta hai woh jaat jate hamare liye god se pray karte hue jaaye so i bilev it aap ka to hisab hi dosra hai har baat logic par lekar chale jate hai kabhi kabhi aise hi dil ko khush karne ke liye bhi insan ko kuchh kaam kar lene chahiye kya hota hai .

manik - ok as you wish ab ander chalo tandh ho rahi hai cold catch kar  legi to musibat ho jaayegi .

nandani - han jaa rahi hon pichhe mat pada kare maire bekar main .

manik - what maine bekar main pichhe pad raha hon tum hi kehti hon tum had se jyada najok ho sardi bardasht nahi hoti main stone ka bana ho exetra exetra to ab kya hua ab aap bhi stone ki ban gayi hai kya .

nandani - bhgvan samghe aap se to kaha ki baat kaha le jaate hai jaa rahi hon ander ab khush

aur gusse se pair ptakti hui room main chali jaati hai

nandani kutub minar kahinka pichhe hi pad gaya cold catch kar legi mughe karegi na ose to nahi hon khados

manik- sab sun raha hon main .

nandani danto tale ongli daba  ke oh jyada hi tej bol gayi so jaati ho phir bakwas start kar dega

aur tady ko hug karke so jaati hai .

manik balcony ka gate band karke ander aata hai aur nandani ko bachchoki tarah aankhe jabrdasti band kiye dekh oske honto par  smile aajati hai aur ac ki coling kam karke chala jaata hai .

nandani kitna khayal hai maira phir aaj isse mughe tease karne ka khayal  kaise aaya chhoti dulhan my foot main kon sa darne wali hon bole jitna bolna hai .

aur so jaati hai .

next morning

dining table

nyu - nandani tumhe ghar jaana hai na aaj to driver ko keh do woh tumhe drop kar aayega .

nandani - ji mom papa ki tabiyat sahi nahi hai to issliye jaaongi main aaj.

manik nandani ko dekhta hai manik pov kya jyada tabiyat kharab hai itni chup chup.kyu hai kya main bhi jaao pochhne ke liye ucle ki tabiyat but meating hai chalo dekh longa baad main
pov end

nandani manik ko jaata hua dekhti hai pov khados kahika ek baar bhi nahi kaha main chhod aaonga maners hi nahi hai itna bada ho gaya.

nyu - ready ho jaao do teen din rahogi to bag pack kar liya tumne

nandani - ji mom kar liye ok to phir chalo main

nyu - ok beta take care .

nandani - bay mom

nandani chali jaati hai

nyu - ramu kaka ye sab sameto main room main hon mughe party main jaana hai to lunch bahar hi karongi aur manik auryash bhi bahar hi karenge to aap bhi apna khana hi bananna ok

ramu kaka - ji mam thik hai  .

diner  table par yash nyu manik ka wait kar rahe hote hai tab hi manik fresh ho kar niche aata hai .

nyu - lo ji aagaya manik start kare ab khana

yash -han

manik - chair par beth jaata hai aur charo tarf dekhta hai .

nyu - kya dekh rahe ho manik .

manik - ji mom kuchh bhi to nahi .

nyu - oh maine socha tum nandani ko talash kar rahe ho kyu .

manik had bada kar no mom aisa nahi hai aur khana khane lagta hai but baar baar najre nandani ke room ki tarf  jaati hai oski

manik pov kya aaj diner nahi karegi woh jo niche hi nahi aayi tabiyat to sahi hai na .

yash dekh leta hai manik ko roon ki tarf dekhte hue

yash - barkhurdaar woh ghar par nahi hai kyu najro ko pareshan kar rahe ho baar baar oper dekh kar woh teen char din ke liye apne mom dad ke pass gayi hai .

manik sun kar chonk jaata .

manik - what teen char din ke liye but kyu gayi hai .

nyu -  what do you mean kyu gayi hai oske papa ki vltabiyat sahi nahi hai to ose jaana hi tha issme kisi sawal ka ya argument ka koi space hi nahi hai .

manik - nahi  woh maira ye matlab nahi tha .

nyu - to phir kya matlab tha han

yash - are bhai hamara beta ose miss kar raha hai issliye bol diya tha aur kya baat hogi kyu manik .

manik - no main koi miss nahi kar raha ose aap bhi na baat ko kaha se kaha le jaate hai jaaye mairi bala se das din ke liye i dont care

aur khane ki table se oth kar chala jatra hai

nyu - are khana to khale manik .

manik - bas kha liya bhok nahi hai mughe .

yash - lo tumhari bahu apne sath tumhare bete ki bhok pyas bhi lekar chali gayi bechara maira beta fans gaya .

nyu - oh plese yash aap bhi na kabhi kabhi had karte hai jaante hai na oski aadat phir bhi bekar ki bakwas karte hai chala gaya na bina khaye ab dodh bhi nahi piyega gusse main .

yash - maine kya kiya sach hi to bola ab tumhara beta sach sun nahi sakta to main kya karo .

keh kar waha se chale jaate hai

ramu kaka - but bitya bahu rani ke jaane se ghar ek dum sun ho gaya hai woh rehti hai ro kitni ronak rehti hai ghar main hansti khilkgilati rehti hai .

nyu - han kaka sahi aap ne maire ghar ki ronak hai woh oska jaana to main bhi miss kar rahi hon bahut but jaana bhi jarori tha oska .to bhej diya ose .

manik room

manik pov lo teen din ke liye chali gayi ye bhi koi baat hui aur mom ne mughe inform bhi nahi kiya after all main oska pati hon chahe ose pata na ho par mom ko to hai mairi permision kyu nahi li ose bhejne se pehle sara ghar kaise suna suna ho gaya hai oske jaane se main to ek din main heran ho gaya woh aas pass nahi hai to teen char din nahi aayi to maira kya hoga .kya call karo ose awaj hi sunayi de jaayegi oski han kar hi leta hon .

murty menstion

nandani mom dad ke sath room main bethi hoti hai .

sath phere tere sath ke (COMPLETE )Where stories live. Discover now