Karan cares preeta

2.3K 87 3
                                    

Karan knocks the door for help
Karan :plz darwaza kholiya meri preeta ki tabiyat bhut kharab hai
An old lady open the door
Lady :kya hua beta tum yanha itni rat mai or ye ladki kya hua hai isse
Karan:ye meri Hone vali patni hai hum yanha par ik mandir hai vanha darshan karne aye the Koch gunde humare pecche pad gai hum bhage vanha se par shayad barish ki waja se ye behosh Ho gai
Lady:ary to tu ise yanha andar Lay ya
Karan:thik hai aunty
She show the way to bed
He lay her on bed
And starting caress her hair tears were flowing through his eyes
Old lady come with some food
Lady:beta to yeah kha lay tune kuch nahi khaya hoga bhukh lagi hogi
Kuch kha Lay
Karan:nahi aunty jab tak meri preeta thik nahi ho jati mai kuch nahi khaunga
Lady :koi bat nahi to ruk
She touches Preeta's head it was very hot
Lady:beta isse bhut tez bukhar hai
Karan was very tensed for preeta
Karan:aunty meri preeta ko kuch ho to nahi jayga na
Lady:sabse pehle tu iske karde bhut gele hai use utar de mai ek Saree lati hoon andar say
Karan:par aunty mai
Lady:oh han tune kaha teri hone wali biwi hai mai hi badal deti hoon
Karan:thik hai aunty
Lady changes preeta's cloths
While Karan was in kitchen and come back with cold water and tawal
Karan:aunty mai preeta kai sar par ye thandi patti rakhunga to shayad iski halat thik hogi
Lady :to thik hai beta tu iska acche sa khayal rakhna mujhe lagta tum Dono ek dusre se bhut pyar ho accha tu ja
Karan:ji aunty ap jakar so jaiye mai preeta ka khayal rakhunga
She left
Karan started doing her care
He was crying
Karan :preeta plz uth jao mujhe tumhari bhut fikr ho rahi hai plz uth jao
1 hour was passed he slept beside her

In luthra house
Rakhi :pata nahi mere Karan preeta abhi tak kiyu nahi aye mujhe bhut fikr ho rahi hai unki mane hi bheja tha unhe vaha meri hi galti hai pata nahi mai sarla ji ko kya kahoongi unki beti kaha hai
Mahesh :kuch nahi hoga hamre baccho ko vo thek ho thik honge
Vo ek dusre kai sath hai or jab tak vo ek duske ke sath hai unka koi kuch nahi bigad sakta ap sant ho jaiye
He console her
In old lady's house
At morning
Karan woke up and see preeta was sleeping he touches her head
Her head was was in normal temperature
He got happy
He call lady she come and say Karan to go to freshen up he left
Preeta woke up
She was holding her head
Preeta:mai kaha hoon (she was old lady) ap kon hai
Lady :beta ye mera ghar hai or tera hone wala pati tujhe yanha lekar aya tha bhut pareshann tha tuje apki bahoon mai uthakar laya tha bhut pareshan tha puri rat tera khayal rakhka usne kuch khaya bhi nahi bauchare ki nind lag gai thi lagta bhut pyar karte Ho tum dono ek dusre se
She nods
Bhagvan tumhari jodi sada banaye rakhe
Preeta :thanku so much aunty ji apne bhut madat ki humari
Lady :tu na asa kar muje aunty nahi mousi bula sakti
She bless her
Karan comes
And saw preeta was fine
He was very happy and quickly hugs preeta
Karan:preeta tum thik ho gai tumhe pata bhi hai ki mai kitta pareshan ho gaya tha
Preeta:don't worry I am fine
He kiss her forehead
Preeta:karan hame mousi ko thank u bolna chahiye
Karan:ha tum thik keh rahi ho
Both thanked lady
Lady:ary mousi ka matlab batao
Both see eachother's face
Preeta:matlab adhi maa
Lady :lo dono budduhu ho MA bhi bolte to OR thanks bolkar paraya nhi karte ho
They smiled
Accha tum dono jaldi say Koch kha lo kuch nahi khaya rat bhar se
Mai lekar ati hu
She left
Preeta hold Karan's hand
Preeta :tumhne sachne mera khayal puri rat bena kuch khaye piye rakha
He cups her face
Karan :preeta ye kesi bat kar rahi ho ye mera farz hai
Preeta:vese Karan mere kapde kisne change kye han
Karan:mousi nai
Preeta:relax Karan tum bhi tarte to koi problem nahi thi because I trust you
He kiss her forehead and hug her she hug him back
Lady got food for them
And they eat it and left after taking blessings from old lady
They take lift and left for Mumbai

end of chapter
Guys hope you are liking my work plz give me you suggestions personally plz vote thanks for your support

Precap:  engagement of preetan

Journey Of Love (TSKBDFH)✔Where stories live. Discover now