Manan shoked Mr malhotra rocked

2.1K 203 15
                                    

part 61

"bin phere hum tere.

manik ka gussa hona ab aage.

manik shower ke nich head ko pakde betha hota hai.

nandani _manik manik kya hua oh God phir panic attack.
jaldi se shower ko off karti hai aur manik ko jaldi se dry karke bathrobe wear karwa kar bed tak lati hai aur aur lay down karke duvet se cover kar deti hai.
aur jaldi se niche jaa kar milk lekar aati hai aur manik ko medisen nikal kar deti hai aur phir milk pilati hai manik kuchh nahi kehta chup chap sab karta hai jo nandani ose kehti hai.
nandani _ ab aankhe band karke sone ki koshish karo mani.
manik _ nahi so paonga main bahut dard ho raha hai mughe.
nandani _ ok main sar daba deti hon tumhara aram mil jayega tumhe.
nandani oske pass beth jati hai aur manik nandani ki lap par sar rakh deta hai nandani dhere dhere oska sar daba ne lagti hai aur manik kuchh hi der main so jata hai. .
nandani dhere se manik ko pilow par adjust karti hai aur khud bhi ose hold karke so jati hai. next morning Jab nandani ki aankh kholti hai to manik bed par nahi hota hai.
nandani _ kaha gaya ye itni subha subha.
oth kar room se bahar aati hai aur samne manik garden main exercise kar raha hota hai nandani bina palke blink kiye manik ke six paks Abbs se bani well maintain body dekhe jati hai. aur manik ko jab ehsas hota hai to woh turn karke dekhta hai aur nandani ko apni tarf dekhta pakar smirk karta hua oske pass aakar khada ho jata hai.
manik _ so Mrs malhotra kya dekh rahi hai iss tarha aankhe khole kya bahut hot lag raha hon aaj.
nandani _ blush karke idhar odhar dekhne lagti hai.
manik _ so hot lag raha hon blush karne ka ye hi matlab hai kyu west se pakd kar khud ki tarf pull karta hai aur nandani oske broad chest se bang karti hai. .
nandani _manik chhodo kya kar rahe ho papa aa jayenge to kya so change Hamare bare main.
yahin ke bando ko romance to room main karna chahiye yar.
Mr malhotra ki awaj sun kar dono alg hokar khade ho jate hai aur nandani dosre hi pal waha se bhag jati hai aur manik ambres fill karta wahi khada reh jata hai. .
Mr malhotra _ kya yar romance karne ke liye tumhe garden hi mila kuchh to soucha karo koun ho tum thoda gusse main bolte hai aur smile hide kar lete hai. .
manik ye sun kar aur bhi sharminda ho jata hai aur. .
manik _ sorry dad woh main kuchh nahi kar raha tha aap galt souch rahe hai
Mr malhotra _to yar karna chahiye tha na.
manik chonk kar sar otha kar dekhta hai aur samne Mr malhotra ko hanste dekh sab samgh jata hai aur dosre pal woh Mr malhotra ko hug kar leta hai.
manik _you are too much papa kisi ko bhi ambres kar sakte hai aap this is not fair aap ki bahu kitna ambres fill karke gayi yahan se dekha aapne.
Mr malhotra _ just chill yar Teri wife wese bhi blushing queen hai baat baat par sharma jati hai ek baar aur sahi sharma to aap bhi gaye the aaj Mr manik malhotra.
manik _ hug broke karke ab oska kuchh asar to aayega na mugh par to aagaya.
Mr malhotra _ achha asar aaya hai maira beta blush karta hua dun ya ka sab se pyara husband lagta hai aur sab se pyara beta bhi.
manik _ Sach papa.
Mr malhotra _God promise yar chal ander jaa aur nandani ko niche lekar aa breakfast karna hai ya nahi.
manik _Ji papa bas abhi aate hai aap bhi fresh hokar aajaye.

phir manik oper apne room main jata hai to Nandani mirror ke samne khadi apne hair dry kar rahi hoti hai manik ko dekh kar thoda norvouse ho jati hai aur manik se najre nahi milati hai.
manik dhere se chalta hua nandani ke back par khada hokar hair dryer hath se lekar khud hair dryer karne lagta hai aur nandani shy fill karte hue khadi reh jati hai.
phir back hug karke manik apni chin nandani ke shoulder par rakh kar.
manik _so ye sharma ne ka kab tak programed hai Mrs nandani manik malhotra hon.
hair ek tarf karke neack par kiss karta hai aur nandani aankhe band kar leti hai.
manik earlobe par kiss karta hai nandani hug broke karke manik ke chest main face hide kar jati hai.
manik _are ab bhi itna blush karti ho yar hanste hue apne ambres main le leta hai.
nandani _ papa kya souch rahe honge Hamare bare main.
Mr malhotra _nothing yar woh to sirf teas kar rahe the Hume bas just chill.
nandani 😄😄😄😄Sach keh rahe aap.
manik _han yar bilkul Sach keh raha hon main woh to breakfast par wait kar rahe hai Hamara tum chalo main aata hon abhi

nandani _ hug broke karke thik hai aap keh rahe hai to main niche jati hon but aage se aisa kuchh nahi karenge aap jaise aaj kiya.
manik _kya kiya kuchh bhi to nahi agar kiss karta to tum kehti pull hi to kiya tha maine apni tarf aur kya kiya tha ab papa aagaye to kya karta main aur bina kuchh kahe nandani ke lips capture karke onhe softly smoch karne lagta hai aur nandani shoked reh jati hai aur thodi der ke baad equally response dene lagti hai aur good ten minute ke baad dono kiss broke karte hai aur.
manik _ ab hua romance pora niche adhora tha kyu sahi kaha na maine.
nandani kuchh nahi kehti manik ko push karke niche bhag jati hai aur manik hansta hua washroom main chala jata hai.
niche navya a beer aur cabir Mr malhotra ke sath bethe hote hai.
a beer _chachi aagayi dadu.
Mr malhotra _han beta aap ki chachi ab aayi hai jab pet main chohe dod laga rahe hai chachaji ka ab bhi pata nahi hai nandani beta aap ke pati Dev kab tak niche aaye nge aap ko kuchh pata hai kya.
nandani _Ji papa bas aa rahe hai woh bhi.
cabir _thank God aa raha hai maira yar wese kis kaam main busy tha woh jo ab tak niche nahi aaya.
nandani _Ji cabir bhai kisi kaam main nahi woh to bathroom main hai maire sath nahi the woh
cabir _ to maine kab kaha aapke sath busy the woh .
nandani ye sun kar shoked reh jati hai ki kya bolna tha kya bol gayi.
navya nandani ko ambres dekh kar.
navya _cabir just stop it na kitna pareshan karoge nandu ko apne dost ko karna abhi aa raha hai.
cabir _nahi baba ose rehne do do minute main baba van jata hai woh to dekha nahi rat ko ek minute main kya se kya ho gaya tha woh.
Mr malhotra _yar mat bola karo ose koi aisi baat jo ose pareshan kare.
navya _Ji uncel sahi kaha aapne par ye mane tab na.
cabir %par rat ko nandu ne guitar wali baat boli thi maine nahi.
Mr malhotra _ bahu tum itni badi galati kaise kar sakti ho jab ki tum janti ho oski conduction rat ko panic attack aaya tha na ose.
nandani _Ji papa.
Mr malhotra _dekha tha maine tumhe milk lekar jaa rahi thi tum tab tensed thi par maine rok a nahi kyu ki tum hendel kar leti ho ose par aage se khayal rakh na iss baat ka.
nandani _Ji papa
tab hi manik bhi aa jata hai aur topic change karke sab breakfast karne lagte hai.

So ye story shaziakhan di ki hai isliye fb se yahan post hoti hai isliye search karke post kar diya part read it lovely reader abhi isi se kaam chalao ek baar leg pain thik hojaye back to back update dongi pakka promise. 😀😀😀😀😀😀

bin phere hum tere. Where stories live. Discover now