part 9(ii)

9.7K 544 47
                                    


Hey guyss here my update

And i hope u all like it

In mall

Neyo: bacha apko jo chahiye woh aj langa

Nandu: pakka

Neyo(laughing) : ha pakka

Nandu dancing like she got gold 🏅

Nandu: to hum na mani ke liya kuch acha sa shirt dakhte hai

Neyo: par bacha hum to apke liye aya hai

Nandu: ha par mujha abhi mani, dada and apka liye kuch lana hai

Neyo: bacha humare liya baad me lenga but abhi apka langa

But our nandu is famous for stubbornness aur koi uska samne nahi jeet sakta

Nandu: no first ap sab ka fir mera

Neyo: okkk meri maa ab chale jaldi khatam karna hoga shopping

Nandu(amused) : why mamma?

Neyo: ap ke manu aga ghar aye aur apko nhi dakhta to kya hoga??

Nandu: volcano🌋 fut jaiga 🤭🤭🤭🤭

Neyo: yup so let start

Other side

Jamming room

Alia: me  uss nandini ko nahi charungi

Muk: alia tu kya ulta sidha baat bol rahi hai

Dhruv: alia cant u hear 👂 what manik said??

Alia: i listen what he says but i some how aggreed manik that he loves me

Muk: Tu pagal ho gayi hai Alia and tujha kuch samjh na muskil hai

Alia(shouted) : to kiu samjha rahi ho mujha jab pata hai

Dhruv: mukti chor us  and alia just beqz of u buddy became angry

In college classroom

Cabir: manik sant ho ja bhai

Manik: kasa sant ho jau and tune dakha alia kasa words use kar rahi thi mera baby ke liya

Cabir: mujha pata hai but tu alia ko bhi samajh

Manik:  kya samjhu ha tu bata aur me nandini ke khilaf ek word nhi sun sakta

Cabir: please nandini ke liye sant ho ja agar ussa pata chala to kya hoga

Manik: kuch pata nahi chalega okkk. Nandini ke sivay me kisi aur ko pyar nahi kar sakta

Cabir: janta hu me

Manik: mujha ab pata nhi bahot  ajeeb sa feel ho raha hai

Cabir: Tu jayada maat soch iss baat ko laka

Manik:: hmmm

Cabir: acha yeh bata nandini ko propose kasa kiya tune hulk

Manik: laughing loudly aga bolunga na tu bhi hassa ga

Cabir: par kiu

Manik: jab mane usko bola that" i love you " Usna uska kya jawab diya pata hai

Cabir: kya

Manik: boli ki mani yeh gandu baat hai yeh baat sunni nahi chaiya😇😇

Cabir:😀😀🤣🤣🤣😁😁😃😅😂😂 matlab tera popat hoga

Manik: hass maat okk and uska baad jab mena yeh baat sabko batai to sab khush hoga tha

Cabir: wahh kya baat hai and mujha yeh bata ki nandu ko tu bacha kiu bulata hai

My Sweetheart my babygirlWhere stories live. Discover now