Kaagazi pyaar

312 15 14
                                    

Hi guys...
Here a new story, this chapter is of 2280 words. Hope you will love it♥️♥️♥️.

And please Shower ur love for story in form of vote and comments....
Will wait impatiently😁😁😁
Happy reading 🤗🤗🤗

Ha kabhi nahi soti jo sadak woh aaj viraan hai. Sarnaata… ha inn khamoshiyo ka bhi shor hua karta hai, kabhi suna hai?
A white mansion surrounded by beautiful garden seems to be having a calm atmosphere on first look but as we enters in the mantion there is no sign of peace.
Yup peace in life.
Mom: Woh abhi tak nahi aaya? Pata nahi kaha hoga yeh larka?
Anay: Mom, app panick mat kariye woh aata hoga. I'm trying to call him but woh call receive nahi kar raha.
Mom: Pichle saat (7) dino mei, aaj pheli baar woh itni der tak ghar se bahar hai kahi…
*She is unable to complete her words and start sobbing*
Anay: * caressing her hairs* Mom please shaant ho jaiye Arav thik hoga. Aur aap mat sochiye ki woh phir se sharaab ke nashe mei khud ko duba lega.
Mom: *She nodded*
Anay mujhe nahi pata kaise aur kya hua hai saat din phele jo Arav ne sharaab ko haath nahi lagaya par yeh sab dekh kar meri tooti hui umeed phir jag uthi hai ki mai jo pichle panch saal phele apna beta jo jeena janta tha kho baithi hu shayaad woh mujhe waapis mil jaye par aaj phir woh pichle panch saalo ki tarah hi itni raat tak bahar hai.
Anay: Mom relax, aap tension mat lo woh sharaab ko haath bhi nahi lagaye ga. Aapne khud dekha tha na ki ussne khud woh saari alcohol ko phenk diya tha. Maa akhir Arav ne khud se ek lambi zang ke baad zindagi paayi hai. Bahut muskilo ke baad woh khud ko maut ke andhero se kheech kar zindagi ki aur laya hai. Ab usse mai khone nahi duga.
Anay *turned towards door and got shocked*: Maa dekho toh jara.
Mom *turned towards door and got shocked*:Arav
*Happily* woh pure panch saalo baad muskura raha hai. Anay tum sahi keh rahe the zindagi chun hi li ussne aakhirkaar. Aaj woh khud ko hara ke khud ko jeet gaya.
Anay: Arav   
Arav: Bol bhai kya hua? Waise mom aap soye kyu nahi abhi tak?
Mom: Woh Arav tumhara hi intezaar kar rahi thi. Tumne khanna kha liya.
Arav: Haa mom. Aap so jaiye bahut raat ho gyi hai.
Mom left.
Arav left the spot but he went towards a old store room.
He unlocked the door and looked in a direction with the most genuine smile on his face then his eyes travelled towards a tissue paper in his hand and his eyes glittered with shine.
Anay: *Noticed it and called Arav while offering him a cup of hot coffee* Kya hua hai saat din phele?
Arav: Matlab?
Anay: * pointing towards tissue* Jis kagaz ne zindagi badal di teri. Jisne tujhe phir se muskurana sikha diya aur jiss kagaz ke tukre ke karan tu khud ke liye maut mera matlab sharaab ko chod kar phir apni zindagi ko chun raha hai. Jis ladai ko lade bina haar gaya tha usse phir lardh ke jeet raha hai. Uss kaagaz mei koi baat toh hogi na, toh kya kahaani hai iss kaagaz ki jisne teri kahaani badal di.
Arav: *smile* Mai hamesha bolta tha na tujhe mujhe samajhne ke liye shabdo ki jarurat nahi padthi tu humesha mere bina bole mere dil ko samajh jata hai. Agar koi hai na jo mere aankho ke khamosh toofan ko padh sake woh tu hai aur jo meri khamoshi ke sabdh sun sake woh bhi tu hai. Par tujhe pata hai mai hairaan hu ussne mujhe baadal ke rakh diya. Mai doob raha tha bhai par woh muhe kheech kar kinare par le aayi.
Anay: Hmm………
Ek minute tu ek larki ki baat kar raha hai? Seriously t…t… tu matlab teri zindagi mei larki?
*Excited* Kon hai woh larki jisne mere pagal bhai ko phir hasna sikha diya?
Arav: *unintentionally* Miss Anjani.
Anay: Tujhe  uska naam nahi pata.
Arav : Nahi pata pata hota toh bata deta tujhe.
Anay: But phir bhi bata jo kaam mei nahi kar saka woh teri iss Miss Anjani ne kaise kar diya?
Arav: OK sun iss kaagaz ki entry by chance hi meri life hui ek dum unexpectedly.
Saat din phele
Flashback start
Uss shaam
Roads are as usually busy but this place is today main center of attraction.
"The connection"
Today a huge mass of people gathered here for it's inauguration.
Host: "The connection" is one of our new sister branches of restaurant business.
We welcome you all here for being our first guests. Jaisa ki aap sabhi dekh sakte hai ki yaha sab kuch black hai. The connection ek theme ke saath banaya gaya hai. Hope ki aapke liye ek better experience ho.
Hum sub jante hai humari aankhe bolti hai aur logo ko bhi padhti hai. Aur agar aaj hum apni aankho ko khud se alag karke kisi par trust kare jisse na humari aankho ne padha ho na hi humne jiski aanko ko padha ho.
Kuch samajh nahi aaya
*Chuckled*
Agar aap log mujhe dekh pate na aap logo ko itna bore karne ke liye aap log mujhe apni aankho se hi maar dete.
Ok toh simply baat karta hu. Hum logo se baat karte phele woh hume strangers ki tarah milte hai right? *Everyone nooded in agreement.*
Humari aankhe unintentionally unhe study karti hai after that woh humari line of trust mei aate hai phir hum sochte hai ki jab bhi humari life mei koi problem hogi toh ab hum iss person ko sab bata sakte right?
On a side table a person who is in mild effect of alcohol but still in his senses is really getting affected by these words of host.

🎉 आपने KAGAAZI PYAAR को पढ़ लिया है 🎉
KAGAAZI PYAARजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें