Trust

986 59 9
                                    

When shivaay asked Annika for seeing whom naintara is talking annika saw pinky and got shocked, suddenly shivaay came there and saw pinky there and his anger reached it's peak and he shouted
P: Agar shivaay ko pata chal gaya ki mei tujhe iss ghar mei laayi hu toh woh to meri oh my mata hi kar dega
S: Mom !!! Kyu laayi hai aap isse iss ghar mei ??
P: Shivaay !! (Thinking) ab toh sach mei meri oh my mata ho ke rahegi..
S: Mom aap isse yaha laayi thi yaa nahi sach bataiye apko meri kasam h
P: haan shivalay..
Before pinky could say something else shivaay cut her off
S: kyu?? Answer me (asked angrily)
P: Taaki mei iss annika ko iss ghar se aur teri zindagi se bahar nikaal saku par tune toh iss nakli maa ko bhi issi ghar mei rakh liya.. Teri zindagi barbaad kar ke rakh di hai iss Annika ne
S:Mom ab annika ke baare mei ab ek shabd aur nhi. Aapko lagta hai ki iss aaurat ki wajah se mei annika ko iss ghar se nikaal dunga.
P: Yehi chahti hu mei taaki hamare ghar mei jo bhi musibate aaye woh tal jaaye
S: Mom bahut hua aapne mera trust toda hai ab aur nhi
P: Par shivaay!!.
Again pinky was cut by shivaay
S: Mom, Annika meri zindagi hai aur aap chahti hai mei apni Annika ko iss ghar se bahar nikaal du..
P: Shivaay iss 2 kaudi ki ladki ko abb aur bardaasht nhi kar sakti mei.
Ab yeh yaha nhi rahegi..
Pinky turned and goes towards Annika
Pinky was near Annika but between her and Annika Rudra was between
R : Lagta hai aapne sunna nhi bhaiya ne kya kaha mei repeat kar deta hu , bhaiya ne kaha ki ' Annika meri zindagi hai' aur mei bhaiya ki zindagi barbaad nhi hone dunga.
P: Accha!! Ab Tu mujhe batayega ki mujhe kya karna hai..
S: Stop it mom!!
A: Shivaay, maa kabhi galat nhi kahti agar unhe lagta hai ki mei aapki zindagi barbaad kar dungi toh mei iss ghar se chali jaaungi.
S : nhi Annika tum iss ghar se kahi nhi jaa rhi ho
A: Par shivaay..
He cuts her between
S: agar rahenge toh hum saath rahenge Annika!!!
Annika got emotional and was crying silently after listening to shivaay
Shivaay saw it, goes to her and wiped her tears and said 'Ab kabhi nhi rona'

Annika nodded her head , while Pinky again started her drama 

P: shivaay, tu iss ladki ke liye apni maa ki baat nhi maanega ??(said while fake crying)
A: Aap to chup hi rahiye aap ne do bhaiyo ko alag kar diya aur kyaa chahiye aapko ??
S: Kya?? Kya kaha tumne Annika ??
And Annika told everything to shivaay about mahi 
Shivaay was angry but somehow he knew that whatever step he would take Annika will be by his side, always.
S: so, Mrs. Pinky singh oberoi , kya aapka drama khatam ho gya hai yaa kuch aur bhi bacha hai??
P: shivaay, Tu apni maa se aise kaise baat kr sakta hai??
S: Okay, mujhe aapse baat karne mei koi interest nhi hai.
Abse mahi yahi hamare sath rahega and that's final.
And shivaay left with listening to anybody.

In shivika's room
A: shivaay ( Annika said softly keeping her hand on shivaay's shoulder)
Shivaay hugged Annika weeping
S: Annika, tum bahut important ho gyi ho mere liye aur tumhe khona mei afford nhi kar sakta. So, don't you dare to go away from me. Okay??
Annika was firstly stunned by shivaay's words and then replied
A: Shivaay, aap meri jaan ho, aur agar mei aapko chod ke chali gayi to mai hi nhi jee paaungi and yess , mei aapke saath hamesha hu, jab tak mei hu mei shivaay ki Annika hu aur rahungi.
And Annika hugged shivaay tightly after saying those words to him.
The End
-----------------------------------------------------------
Hope you guys liked it,
Writing this was refreshing and all shivika memories came back to me .
Missing them till now and always will
Loads of love to all of you.. 💙
Rashi

Trust - A shivika OSKde žijí příběhy. Začni objevovat