WO MERI HAIN AUR MERI RAHEGI HAMESHA

3.7K 331 44
                                    


Punjab : The day after Sanas Arrival

Sanas Mom: Sana bacha uth gayee... meri ladli kaise hain thuu.. Ruhi sogayee achi tarah ...??

Sana: haan maa.. so gayi hain..and hugs her mom closee... mummaaa.. 

Sanas Mom: meri bachii.. .chal balcony mein baith the he... chai peele

Sana: thank you mummaa

SanasMOm: kaisi hain ??... kaise manage kar rahi hain sab kuch

Sana: busy rehti hu .. actually busy rakthi hu .. kaam karti hu din bar aur raat ko Ruhi.. bas usike saath chalta hain mera sab kuch ... dekha kaise sorahi hain.. 

Sanas Mom: bohot pyaari hain...  teri parchayi lagrahi hain..

Sana: hmm

Baaz: Sana .. chal tayar hojaa hospital chalte hain.. Dadi ko dekhne jaana hain

Sana: haan chalte hain... lekin Ruhi ???.. wo mere bina nahi rahegi... par usko lekar bahar.. aap jaante hoo.. logo ko pata chal jaayegaa.. main nahi chahtii ye.. news ho... please.. Ruhi ko bachana hain mujhe in sab se

Baaz: haan haan.. humne gaadi le hain jiske black windows hain... illegal hain par ab karna padega.. hospital chalte hain aur back door se enter kariyooo

Sana: haan ye theek rahegaa.. 

Baaz: tho jaa.. nahake aaja.. main wait karta hoon

Sana leaves to take a shower.. when Baaz clicks some pictures of Ruhi sleeping with her teddy... snuggling into her quilt..


Mumbai :

Shukla House:

Sid: wakes up with a heavy heart ..lots of questions and emotions...

Ding. his phone buzzes

Sid opens his phone to see a series of pictures from Baaz .. pictures of Ruhi

Sid: omggg... kitnee pyaari hain yee.. bilkul sana ki tarah soti hain .. muh banakee

Sid: Thank you Baaz.. kya plan hain aaj... dadi kaisi hain

Baaz: Hospital jaarahe hain bhai...2 ghante main.. 

Sid: Media se sambhalkar.... haan.. contact main rehna... main phone apne paas hi rakhta hoon ..ok

Baaz: haan bhai.. bye..

Sid shows Ruhis pictures to his MOM

SM: awww meri bachii... bahut hi pyari hain

Sid goes to his office room and prints Ruhis picture.. and frames it and places it on the wall in between His, Sanas .. his Moms... and his family


Punjab

Sana: Ruhi bachaaa... challl.. dekh thoo Naniji tere liye kya laye hainn.. ye dekhoo.. ye frock kinni pyaarri hainn

Baaz: ye kya yar isko jeans weens nahi pehnati kya.. girly girl bana rahi hain

Sana: chal hat .. baby hain abhi meri Ruhi

Sanas Mom: meri poti kya khayegii.. 

Sana: mumma.. isk khana alag hota hain.. main banaleti hun..and she prepares her food and feeds her

Baaz: chal Moto chalee.. phir late hojayega

And they go to the hospitall

Sana tries to sneak in from the backdoor holding Baby Ruhi closer to her and covering herself with a dupatta..

SidNaaz  --- Sacha PyaarDove le storie prendono vita. Scoprilo ora