PART 4

669 58 43
                                    


Hii guys here is next part but this part is long so take your time and read and this part has some emotions realted to rakshit past rakshit love
______________________________________

Rakshit - and yes sir na kaha Kal hi nikalna iskiya abhi hum Ghar jaraha hai

Shikhar- Bhai sirf hum dono jata hai is pagal ki Kya zarurt hai hum dono enjoy karaga Kam sa Kam iska pj jock sa Bach Jao ga

Simran - Bhai Isa boldo zyada na bola Varna ya hath utha ga or iski izat Pani ma

Rakshit- izat hai hi kaha iski Jo Pani ma

Rakshit and simran-🤣🤣🤣🤣

Shikhar-simran to mujhsa jealous hai but ... But AP bhi mujhsa jealous ho raha hai not bad

Rakshit- Tera ma esa Kya hai Jo ma jealous feel karoga

Shikhar- Mai bohot handsome hu talented hu, acha dance karta hu singing or is clg ki ladkiya Mera pa Marti hai

Simran- ek min handsome vo bhi tum🤣🤣 fir Kya tha hm talented ufff 10th ki board exam ma fail 🤣🤣 or fir Kya kaha dancer dance Ka D bhi nahi ata singing Jo apka gaana suna ga iska kan Masa khun aye ga🤣🤣🤣🤣

Rakshit - wah simran Kya baat kahi aj tuna dekha Diya ki tu rakshit shergill ki bhehan hai

Simran- Mai the great simran shergill hu AP dono lucky ho ki AP Mera Bhai ho

Rakshit and shikhar - acha bachu tu ruk

Simran was raning and shikhar and rakshit was raning to catch her 🤣🤣🤣🤣🤣 after 10mins they stop raning and back to home

Simran - badi maa , mumma, papa, Rashi , sab jaldi ao

Mahima -are Kya hua Kyu chila rahe hai

Shikhar- bhagwan na isko gala ma Mike Jo diya hai

Mahima- Kyu bulaya phela batao

Simran- rakshit Bhai bataye ga

Rakshit told them everything

Mahima - are wa Kya baat hai but rakshit AJ subha post office Tera liya kuch aya Zara dekh la

Rakshit - ok mom

After reading

Rakshit to himself - ya to vahi hai but ab ma principal sir ko Kya kahu Mera to vahi clg ma add mission ho gaya but I don't care admission ki vajha sa Mai Delhi rahoga or Meri jaan Mera pyaar ko mil Pao ga mujha abhi bhi yaad hai jab tumhara parents tumha daily night ko Marta tha but ab ma aa raha hu tumha kuch nahi hona duga I promise

Mahima was waiting since 10min because rakshit was thinking and not talking

Mahima sake rakshit shoulder - beta Kya hai isma rakshit

Rakshit - haa maa

Mahima - Kya isma

Rakshit told everything mahima was like her eyes was full of water

Mahima - tu us ladki Ka liya ja raha hai jiska tujha naam Tak nahi pata kaha rahati hai or to or tuna usa bachpan ma dekha tha isliya abhi tujha pata bhi nahi hai vo kise dekhti ha

KASAM TERA PYAAR KI (COMPLETED)🧚Where stories live. Discover now