Soo let's .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
StartSwara : mera Sanakar
Tears start rolling down from her cheeks
Swara : I know uttara wo mujh se nafrat nahi krta
Woh meray ilava kisi ke bry mein soch bhi nahi sakta
In 5 salon mein woh mujy kabhi nahi bhula
Tum Galat keh rahi thi Uttara bilkul Galat
Aaj meray sanskar ka ye song mujy aur himmat de raha hai
Mujy apny rishte ko dobara start krny mein
Mujy mere Sanakar pe pora yaqeen hai
With that she leaves from there
In garden area
Piya : soo sweet song
Uttara : Yeh bhai I just love it
Sahir : yar tu mujy ek baat toh bata
Sanskar : bolo
Sahir : yar tu singer kyu nahi bana
Yar itna accha gatay ho phir bhi business man hoSanskar : woh hamry pass ek singer hai iss liye mein nahi bana
Sahir : Yeh ye bhi hai waisay 4ron Kamal ke hain
Piya : matlab
Uttara : iska matlab hai ky bhai ke business tycoon hain
Tum ek Doctor ho
Sahir ek singer hai
Aur mein
Sahir : aur tum ek police officer ho
Sanskar : Han meinay bhi kabi nahi socha
Piya : right
Uttara : ok so abhi na party ki baat discuss kar laitay hain plz
Sanskar : kyu uttara event manager sambhal lain gain don't be worry
Piya : nahi
Sahir : kyu ? ?
Uttara : exctly woh sab dekh lain gain sab event waly
Party mein wo dono bhi aa rahay hain
Aur unahon ne kaha hai ke hum charon sang a song and welcome them
Sanskar : pagal hain kya wo log
Sahir : hum gana kyu gayen
Piya : aur unka kehna hai sad song
Sahir : hadh hai apni marzi chala rahay hain woh
Unka welcome karen woh bhi song ke sath
Sanskar : exctly woh pagal ho gaye hain kya
PIYA :humen nahi pata
Uttara : aur unky liye humen ye karna hoga
SS:hum nahi karen gain
Both said in union and goes from there
Uttara : ab
Piya : kch nahi dono karen gain kal
Uttara : thumen lagta hai
Piya : Yeh mein sure hon
Uttara chalo phir
YOU ARE READING
SwArAgInI (NoT EaSy To FoRgIvE HeR AnD FaMiLy )
FanfictionIt's a continuation of swaragini searil when laksh didn't come home and swara leave sanskar for her sister plz keep in to view story