3

634 19 6
                                    

Haanjii to readrlog....kal jitni gaaliya or dhamkiya mili h mujhe 😂shayad hi kisi or writer Ko Mili hogi..Kasam se meri ib m aap n mujhe gaaliya di h..

Par koi Ni....ye pyaar k liye to itni mehnat karte h hum..I will try my best rederlog...enjoy kijiye..or haa..long part h..bas response ki bajana Ni.....special part for u all ....

#At_garden..

Sab tree k pass khade the..halki si hawa chalti h..or kuch leaves udke sabke pass AA jaati h..kuch to ehsaas tha us jagah m...jaise vo kuch kehna chahti ho Sabse...

Kabeer eyes close karta h...uski eyes se vo tear girne se rok Ni paata...

Kabeer ( ek leaf haath m leke ) : Abhi to dono n ek dusre Ko thik se pyaar bhi Ni Kiya tha...pyaar ka PURA matlab bhi Ni Jaana tha...sirf shaadi karna pyaar ni hota....

Ruhaan ki eyes se tear girne waala hota h..vo jaldi se use saaf kar leta h..or sabeer ki side dekhta h..

Sabeer Bina expressions k sabse last m ek corner m khada tha...

Aanya ; sabeer...AAP yaha Ku khade ho....

Sabeer(dheere se )  ; m kitni bhi koshish kar lu..is bachi (shayra) Ko pyaar Ni de Paa Raha hu..

Aanya ek dum se use dekhti h..

Aanya(jaldi se )  ; vo humari daughter in law h..or ab to is duniya m bhi Ni...

Sabeer(gussa control karke )  ; iski wazah se aaj mera bacha (aveer) is halat h..iska pyaar mere bete ki Jaan le Raha h.....aveer kabhi dukhi ni lagta balki hasta rehta h...or isliye mujhe uski tnsn h..ye baaki sabko normal lagta h..lekin m jaanta hu aveer ko...vo Aisa Ni h..(gusse m)  mere champ ki Jaan le legi ye ladki ..marne k Baad bhi...jab ye zinda thi to  iske Baap n hume Ni jeene diya ..ab ye mar gyi to ye khud...

Us time sabeer Ni..shayad ek dad bol re the..Aisa Ni tha vo shayra Ko pasand Ni karte the..Lekin us time unka gussa Kahi to nikalna hi tha..

Shayra k dad(Vishal)  ki aveer k saath pehle kuch Dushmani thi...par vo us time solve ho gyi thi..Lekin ab kya h..ye aapko aage story m pata chal jayega..

Aanya sabeer k shoulder p apna hand move Kar ri Hoti h k kisi tarah use shaant kar sake..

Aanya(tears control karke )  ; sabeer...hum Sab h na ...kuch Ni hoga...

Sabeer(strictly )  : m yaha or Ni Ruk Sakta..maine soch Liya h..m aveer Ko is pyaar se marne to Ni Dunga..maine use 1.5 saal diye h in Sabse bahar aane m..Lekin it's enough...

Aanya(smile karke )  ; am with u sabeer..hum shayra Ko kho chuke h..Lekin aveer Ni...mera eklota bacha h..

Sabeer aanya ka haath Apne haath m leta h.. uspe ek lambi waali kiss karta h..k apni saari tnsn vaha khatam kar de.....or uska haath pakadke vaha se chala jaata h..

(Kabhi kabhi zyada kuch chizon ki zaroorat Ni Hoti..bas us Insaan ki ek smile hi kaafi h..khud Ko calm karne k liye...or shayad it works too...)

Kabeer unhe hand hold karta dekh smile karta h ..vo Abhi bhi koi young couple in love lagte the..

Kabeer(Naa m sir hilata hua )  : sabeer kuch gadbad pakka karega...mere jamai Raaja Ko ache se janta hu..(darte hue ) aveer be prepared beta...ye teri Laga dega..

Thodi der m Sab vaha se chale jaate h...har month ek din k liye Sab is tree k pass aate the..shayra se khub saari baat karte or chale jaate..

Lekin ek Insaan tha jo Abhi bhi vaha khada tha..

Ruhaan dheere se tree k pass jaata h..or apni finger uspe move karta h...

Ruhaan(with tears )  ;
pyaar kaisa h shayru...kya sach m ye Kisiki Jaan le leta h..(upar dekhke ) bhagwaan...meri koi family Ni h..aveer ki family hi meri family Rahi h...(dil se ) agar zindagi m maine aaj tak koi bhi acha kaam Kiya h to bas ek baar...mujhe ek Baar bhai ka farz nibhane Ko dete...ek..ek Baar bas shayra ko.....

criminal is all yours sunshine (Completed)Where stories live. Discover now