part 5

3.4K 151 17
                                    

Next day

Sanskar :  swara wake up, wake up... Subah ho gai hai... Hamen nashta karke morning walk ke liye bhi jana hai.... jaldi se uth jao.....

Swara : sanskar Sone do na.... Aaj morning walk ke liye nahin Jana... Mera Man nahin hai... Pleaseeeeee....

Sanskar : theek hai aaj morning walk mein nahin jaate Hain  lekin nashta to karna padega na... nahin to Mera princess bolegi  dekho papa Mera dhyan nahin rakhta....

Swara : nahin princes ko abhi Sona hai....😠😠😠

Sanskar : dekho main tumhari ek baat Mani na to fir tum mere ek baat Mano...😚😚 nashta karne ke bad fir so jana.... Please Sona... Baby ke liye...

Swara : sirf baby ke liye...😯😯 Iske bad tumne mujhe roka na to dekh lena tumhara bharta banaa dungi 😠😠😠

Sanskar :  good girl.... (Forehead kiss😘😘) jaw ab jakar naha lo.. fir Ham sath mein niche nashta karne jaenge..

Baad mein vah donon taiyar hokar niche jaate Hain....

Dining room

AP : swara sanskar kahan Hain.. ? puja mein bhi nahin ai..

Sujatha : vah dekho donon a gaye.... Sanskar jaldi se nashta kar le nahin to nashta thanda ho jaega...

Swasan : good morning everyone...

All : good morning....

AP : sanskar Pooja mein kyon nahin ai ? Tum jante ho na hamare ghar ki niyam .....

Sanskar : sorry badima vho kal ki thakan ki vajah se uth mein deri ho gai...

Swara : sorry badima.. kal se der nahin hogi...

DP : nahin swara  tumhare liye nind bahut jaruri hai...nahin to tumhare sath sath hamare khandan ki aane wale bacche  ki bhi tabiyat kharab ho jayegi...

AP : ji lekin hamare khandan ki riti.?

DP : khandan k riti riwaz Swara ki tabiyat se Bada nahin hai... Ab sab log nashta kar lo....

Ragini : swara dekho maine tumhare liye tumhara favourite rasgulla banaya hai....

Swara :woww ...  aaj Na mujhe rasgulla khane ka man kar raha tha... Thank you ragini...😄

Sujatha : haiiiiii😱😱 tune banaya hai??swara  ke liye rasgulla?? mare ko kuchh hajam na  ho raha hai...😱😱😱

Ragini : kyon??? Swara ka baccha Mera bhi kuchh lagta hai.... Main masi hun  uski ki.... Mana ki swara se main gussa hu lekin iska matlab yah nahin ki main  apni  bahan ka  khyal nahin  rakhungi....

Swara : tum mujhse gussa kyon Ho ragini..? 

Yah baat sunkar sab log worried Ho jaate Hain...

Ragini : kuchh nahin tumne shaadi se pahle  mera ek favourite dress kharab kar di thi isliye main tumse gussa hun....

Swara : sorry ragini... koi baat nahin main sanskar ko bol kar tumhen same to same day dress dila dungi...

Ragini : sirf dress se Kam nahin chalega ... Tumhare shaadi mein me nahin thi isliye juta churai ki rasam ki nek mujhe nahin Mili... ab O nek bhi mujhe chahie...

Sanskar  : theek hai .... Aaj Ham sab uttara  ki Shaadi ke liye shopping  ja rahe hain... Vahan tumhen Jo pasand aaye Tum Le lena....

Swara : mujhe bhi jana hai... Mujhe a baby ke liye shopping karna hai...

Sanskar : par swara tumhen to nind a rahi thi na...😜😜

Swara : shopping ke bad sunkar Meri nind ud gai...😈😈

swasan: kismat ki khelWhere stories live. Discover now