chapter 15

8.1K 637 209
                                    


Sid- mujhe bhukh lgi h khane mai kya hai..

Sana- wo dal chawal...

Sid- kl v to yahi banaya tha or aaj subha v or avi v tm kuch or ni bana skti kya...
In angery tone...

Kia- papa mumma.ki..

Kiara try to speek but sid yelled on her....

Sid- shutup kiara apne room m jao...

Kiara eyes weeld up...

Sna- sidharth aap uspr kyo chila rhe hai usne kya kiya hai...

Sid- mujhe mt sikhao mujhe meri beti se kaise baat karni chahiye kaise ni ...
Kiara go in ur room now....

Kiara go running and stand in corner....

Sna- kya hua h aapko sidharth kya natak laga rakha h...

Sid- m natak karta hu k tm...
agar tumhe ghoomne se time mile tb kuch karogi pr ni tumhe to apne uss boyfriend k sath ghoomna hai...

Sana- kya bakwaas kr rhe hai aap...

Sid- oo to tm daily kaha jati ho karan k sath bataya kavya ne mujhe tm karan k sath kyo jati ho cheakup k bahane uske sath mall jati ho park jati ho ...
kyo ghoomti ho uske sath....

Sana- kyoki aapke pass time nhi h sidharth.. Aap humesha busy rehte ho or karan mera friend hai...

Sid- o yes wahi friend jisne tumhe propose kiya tha agar huamri shadi ni tay hoti to aaj tm uski biwi hoti hai n sana...

Sna- aapse baat karna hi bekar hai ...

Sid- to mujhe v koi shaukh nhi h baat karne ka

Sid trough and flower nera sana which hurt her led and start bleeding but sid didnt see her and go in his room ........

Kiara came running and start crying...

Kia- mumma aapko lg gi khun aa raha hai...

Sna- ni beta thora sa hai abhi thik ho jayega...

Kia- papa ne aapko hurt kiya mujhe v data m dadi se bolungi...

Sna- ni baby glti se lg gya or papa pareshan hai n kisi ko kuch mt batana plezz...

Kia- pr mumma aapko dard hoga n...

Sana- ni bacha plezz aap jao apne room mai or kisi ko kuch mt batana ...
Promise karo...

Kia- okk m ni bataungi......

Kiara go in her room and sleep....

Sana clean hall and go and start crying....
She cry hole night.....

Next morning.....

Sid came in kiara room and see sana leg is hurt...

Sid go and bring medesin box and start cleaning her wood...

Sana get up and see sid...

Sna- aap kya kr rhe h..

Sid- chup chap so jao

Sna- pr aap ye mt kariye ...

Sid get up and sit near her...

Sid- tabiyat kaisi h tumhari...

Sna- thik h or waise v meri galti thi n maine wo...

Sid- shhhhh......
Kuch glti ni thi tumhari chalo apne room m aao...

Sid pick her in bride style and go in his room...
And place her on bed

Sid- tm aaj aaram karo or apna dhayan rakho...

Sana look down and nooded....

Sid- kya hua....

Sna- kuch ni...

Sid- shehnaaz bolo kya hua hai...

Sna- m karan k sath akele kabhi ni jati m woo uss din mari tabiyat bahut kharab thi maine aapko call kiye pr aapne ni uthaya too..

Sid- sorry.....

Sid pulled her and hug her......

Sid- i m sorry m ni tha but ab jb v jarurat ho call karna okk

Sna- hmm

Sid- tm aaram karo m aata hu...

Sna- aap kaha jaa rhe?

Sid- kuch khane ko le aata hu bahar se ..

Sna- pr m bana dungi...

Sid- ni aaram karo..

Sna- pr aap

Sid- kabhi to meri baat suno shehnaaz

Sna- okk...

Sid- soo jao

Sana sleep and sid go from there.....

And kavya call sid...

Kav- sorry baby

Sid- kl kaha busy thi

Kav- babyy... Woo.. Ammm

Sid- tell me kavya

Kav- woo friend thi...

Sid- acha to

Kav- baby u didnt trust me

Sid- aisa ni h

Kav- acha ghar kb aa rhe ho maine tumhara favouret khana banaya hai

Sid- shehnaaz ki tabiyat kharab h aaj ni aaunga

Kav- let it be sid wo akeli ni h ghr pr aao n

Sid- wo akele hi h maa dii k ghar gi h

Kav- baby i miss u m tumhare bina khana ni khaungi aao n...

Sid- kavya dimag mt kharab karo m sana k sath hi rahunga m risk ni le sakta mera bache ka wo bahuy week h already...

Kav- wo tumhare liye jyada important h ...

Sid- mere bache mere liye sbse jyada important h tm se v..

And cut the call
Sid reach his house.....

Kiara see sid and hide behind sana...

Sid- kia yaha aao

Kia- noo

Sid- kyo??

Kia- aapne data

Sid hold his ear..

Sid- sorry n bacha ab ni datunga kabhi..

Kiara smile and hug sid...

Sid- aao sana baitho khana m nikal deta hu

Love Hate dhokhaOù les histoires vivent. Découvrez maintenant