chapter10

308 19 29
                                    

AT BANCHO'S HOUSE

"arey ruk ja re!! bande arey tham ja re bande!! ki  maufa ji ghuf jayenge"

"MKC mere bete yeh kya gana ga raha hai??" lakhan uncle said entering into hall.

"nahi maufa ji naya gaana aya hai wahi gunguna raha tha " sameer tried to cover 

"woh toh gunguna rahe hai bhadwe hai na lakkhu" liza asked lakhan uncle 

"lakkhu??" sameer  had never  heard someone call uncle by hi name and that too like this 

"arey liza bhadwe nahi bhawrein hota hai woh MKC  "

"yeh ladki kaun hai? " seeing Nina comimg out of bancho's room liza asked this 

"woh bancho ke saath padhne aayi thi " sameer answered 

"namaste uncle "

"MKC mere bete khush raho"

 Nina was taken aback listening the words  

"bete mera takiyakalam hai yeh "lakhan answered 

"papa bancho aap achanak kaise ??aur liza kaisi ho "

"kacchi hun bancho tum kaise ho uar tum kaisi ho beta "

  "kacchi nahi acchi  hota hai liza  MKC "

nina went 

"papa bancho aap yahan itni raat ko kaise "

"MKC mere bete  tere liye gift laya hun "

"kahan hai bancho " bancho is ever excited

"tere liye good news hai bete   " lakahan uncle smiled 

"kya??? maufa ji kab kiya " sameer is always in another world 

"do mahine pehle and liza 3 months pregnant hai" lakhan answered 

"kya ??

"usse pehle bhi kiya tha   na MKC "

liza ko dekh ke bancho ke dimagg meim dum tana nana serial ki tune baj gayi  but he was happy.

liza asked bancho  sweetly "tumhe bhai chhahiye ya behen "

"behen bancho "

AT MY HOUSE 

"hola and papa colleges hain  , bancho ki mom ,mummy ki dost hua karti thi . isliye bancho and main bachpan ke dost hai .mannu bhi mera accha dost hua karta tha..."

 I said "tumhe koi aur nahi mila, yeh mannu se dosti kun kari??"

"yaar papa ne kaha tha..  toh kar li thi tab. woh main aur bancho bahut ache dost ban gay.ek din yeh tharki bancho  ne  channel change karte hue ek adult film laga diya usi time scene chal raha tha .maine change karne ko kaha par change hua hi nahi .remote ka chutiyap.   yeh dono aur zyada ghur ghur ke tv dekh rahe the humen maluum nahi tha ki hola humare piche hi khada hai "

"fir "

"ek zor ka thappad laga mannu ko, hola  use daata hua apne ghar le gaya .usne  mannu ko  itna maara tha.... ki main usse tab se darne laga ,bachpan mein jis cheez se dar jao woh dar hamesha saath rehta hai" BB said with a sigh .

"par usne toh mannu ko daata tumhe thodi haath lagaya ki tum dar gaye? " i asked 

"sirf itna hi nahi tha na yaar ,uske baad usne papa ko bata diya ki main and bancho mannu ko bigad rahe hai papa gussa ho gaye, jabki humne aisa  nahi kara tha.mannu khud bachpan se hi tharki tha ismein hamari ya galti??" BB was himself tensed 

ajnabeeWhere stories live. Discover now