Chapter-16

500 79 16
                                    

Continue from last part

Their is a silence all are looking at each other face mahir get shocked to listen the next sentence and the sentence is "I am sorry mahir" Mahir look at bela she is looking into his eyes both are looking into each other eyes after five minutes bela broke silence she spoke

Bela:I am sorry mahir main ne jo kuch bhi tumhare sath kiya

Mahir:................

Bela:Mahir I am really sorry for my behavior towords you mujhe laga tha ki tum

Mahir:Main bhi waisa hi ladka hun jo bas apni pyaas bujhane ke liye ladki ko puri raat pareshan karta hai uski respect nhi karta hai

Bela:Mahir main ne tumhare character par shak kiya jabki mera khud ka koi character nhi hai hai main ne khud ko nhi dekha ki main khud kya hun

Mahir:Bela tum kya ho mujhe usse koi farq nhi padhta par bas itna jaan lo ki main tumse pyaar karta hun karta tha aur karta rahunga

Bela to Anu mahir and Aditya: Meri zindagi ek mazak ban kar reh gayi hai main khud apne aap main hi ek mazak hun

Mahir:Mtlb

Vishakha:Bela ki past ki story hai jisse sun kar tum sab shocked ho jaoge

Aditya:Yeh wali sun kar itna shocked ho gaye next wali sun kar aur kitne jhatke lagne wale hai

Mahir: Aditya

Aditya:Sorry bhai

Bela:Maa baap toh sabke hote hai aur apne bacchon ka bhala hi chahte hai bura toh woh nhi karenge but mere case main aisa nhi tha

Mahir:Mtlb

Bela:Main ek bhut garib village se belong karti thi wahan ke elders ki soch bhut purani thi mere baba meri shaadi ek nashedi se karana chahte the woh unko 50 thousands de raha tha woh mujhe usko bech rahe the

Mahir:What how cruel they are

Anu:What about maa

Bela:Maa woh toh mujhe aur bhi jyaada nafrat karti thi mujhse meri ek behen bhi thi choti behen woh meri khoobsurati se jalti thi main usse bhut pyaar karti thi par woh nhi karti thi

Aditya:Kyun

Bela:Kyunki pure gaon ke ladkon  ki nazrien sirf mujh par hi rehti thi isliye meri behen ko mujhse hi jalan hoti thi

Mahir:Main hota toh mu tod deta unn sabka 😡

Vishakha:Mahir cool

Bela: Meri maa chahti thi ki meri shaadi jald se jald ho jaye jisse woh Juhi ki shaadi unn paison se karwaye Sirf ek din hi bacha tha meri shaadi hone ka par main apni shaadi se bhaag aayi

Mahir: Thank god tum bhaag aayi warna tum mujhe kahan milti

Bela:Pura gaon mujhe dhoondhne main laga hua tha par main wahan se bhaag aayi city main mujhe uss jagha ke baare main kuch bhi nhi pata tha main chaar paanch din uhin road par bhatakti rahi phir uske baad woh ek raat aisi aayi mere liye jo mere liye naraq se bhi battar thi

Anu:Kya

I just walking on street for place and roaming here and there in street while walking I come at alone place where there is no one no light no car no people's I get too much scared I just passing out from their looking down in fearness just I don't know what happens in one second someone come from back and put handkerchief on my mouth and pulled me in car my eyes views is getting blur then I get unconscious after 2-3 hours I found myself in room I don't where I am but my hand legs and my mouth is tied and I am in my inners only 😳😖

A MISSING PUZZLE FROM PAST Where stories live. Discover now