chapter 2

377 27 0
                                    

He after sometime came back with a tea cup and gave it to Abhijeet.
Abhijeet took a sip of tea and stopped.
Daya : Kya hua Abhijeet ? Chai pasand nahi aayi tumhe ?
Abhijeet : Chai aacchi bani hai.
He started taking sips of tea whereas Daya went inside kitchen to prepare dinner and after him Abhijeet also came inside kitchen.
At the same time there was a blackout for minute and lights came back.
Abhijeet : ( causally in a loud tone ) Daya kya bana rahe ho tum ?
Jashwant told him menu. Abhijeet started taking aroma of the food being prepared.
Abhijeet : Wah Daya kya khushboo aa rahi hai. Is khushboo se to meri bhook aur badh rahi hai.
In Daya ' s room where he was watching the activities of both Jashwant and Abhijeet :
Daya : Abhijeet ko bilkul bhi shak nahi hua ki mai Daya nahi hu.
Abhijeet : Ye kya dal rahe ho tum isme ?
Daya answered his query.
Abhijeet : Mujhe to pata hi nahi tha. Jab bhi mai ye banuga tab mai usme yahi sab dalunga.
Daya : ( thinking ) Huh ! Bada aaya tarif karne wala. Pahle to kabhi kitchen me paun nahi rakha jab mai khana bana raha hota hu.
Jashwant was setting plates on table and Abhijeet was sitting on chair. Jashwant was done with serving and both of them started eating.
At the same time Daya ' s stomach started growling. He placed hand on stomach.
Daya : Bhuk to mujhe lagi hai. In dono ko dekh kar to meri bhuk aur bhi badh gayi hai.
The later two were finishing food placed on table.
Daya : In dono ko dekhkar aisa lag raha hai ki mere liye kuch bhi nahi bachega.
( to himself ) Chal beta Daya aaj bhuka hi sona padega. Ab itna to karna hi padega akhir Abhijeet ke saath prank karna ho to.
Seh lenga itna.
Abhijeet while licking his fingers said " Bohot accha khana bana hai. Mujhe bhi sikha do na.  "
Jashwant : Ha ha. Kyu nahi.
Daya : Kyu nahi ke bacche. Bada maza aa raha hai dono ko. Mai yaha bhuka pyasa baitha hu.
The later two were done with dinner now.
Abhijeet : Accha Daya mai keh raha tha ki ab tumne itna accha dinner banaya to mai bhi kuch banata hu tumhare liye.
Jashwant : Tum kya banane wale ho ?
Abhijeet : Desert.( sweet dish )  Abhijeet special desert wo bhi sirf aur sirf tumhare liye.
Jashwant : Arey yaar ab itna accha khana kha liya hai to desert ki kya jarurat hai ?
Abhijeet : Ab maine bhi to tumhare haath ka dinner kiya to tumhe bhi mere haath ka desert khana hi padega.
Jashwant : Tum itni jid kar rahe ho bana lo.
Daya : Mere liye coffee ke alawa kabhi kuch banaya hai ? Coffee ke liye maska lagana padta hai tab jakar banata aur iske liye desert.
Abhijeet now preparing dessert and Jashwant was sitting on kitchen counter.
Abhijeet : Tum na mere sabse acche dost ho.
Abhijeet was done with preparing dessert and Abhijeet fed Jashwant.
Jashwant : Kya banaya hai tumne Abhijeet. Ye pura mai hi khaunga.
Abhijeet ( in a loud tone ): Ha ha tum hi khana. Hum dono ke alawa is ghar me hai ki kaun ?
Tum jaisa koi nahi hai.  Sirf aur sirf tum hi mere dost ho aur dost ke liye kuch bhi.
This was now enough for Daya. He couldn ' t take it anymore.  He came out of his room.
Jashwant was about to take a bite from it but at the same time Daya came there and finished the desert as he was hungry. He didn ' t notice that Abhijeet and Jashwant were looking at him. After he had finished with desert , he found Abhijeet looking at him.
Abhijeet went near Jashwant and said " Arey Daya ye kaun hai ? "
Jashwant : Abhijeet ye Jashwant hai mera humshakal.
Abhijeet : Jashwant ji aap itni raat ko yaha kya kar rahe hai ?
Daya : Abhijeet mai Daya hu tumhara Daya aur ye Jashwant hai.
Abhijeet : Ha ab to tum ye kahoge ki mai Abhijeet nahi Rocky hu kyu.
Daya : Abhijeet mai sach keh raha hu mai Daya mera yakin kar lo.
Abhijeet : Mai kaise yakin kar lu ki tum hi Daya ho ?
Daya : Maine kaha tha Jashwant ko Daya banne ke liye. Mai bus tumhare saath majak karna chahta tha. Mai hi Daya hu aur tum sirf aur sirf mere hi dost hu aur kisi ke nahi.
Both Abhijeet and Jashwant looked at each other and then started laughing. Daya was looking at both of them in shock.
Daya : Kya hua tum dono aise has kyu rahe ho ?
Jashwant : Daya ji manne to pahle ki kaha tha ki mhare se na ho pavega.
Daya : Iska matlab ye sab jo ho raha tha wo ...
He shouted " Abhijeet "
Abhijeet started running and behind him Daya was also running.
Jashwant was dumstuck on looking both of them. He said " Aap dono ruk jao. Warna mai yaha se chala jaunga. "
Both of them stopped.
Jashwant : Ruk gaye.
Trio looked at each other and started laughing.
Daya : Agar tum dono ka ho gaya ho to mujhe bhook lagi hai.

Abhijeet : Isme nayi baat kya hai ? Tumhe to humesha hi bhook lagi hui hoti hai.

Jashwant : Aap rukiye mai aapke liye kuch lekar aata hu.

He went inside kitchen.

Daya : Abhijeet tumhe kab pata chala ki ghar me jashwant hai mai nahi ?

Abhijeet : Bohot se hints hai.
Jab jashwant ne apni bhasa me baat ki aur chai ka kuch alag taste tha.

Daya : Ye to pata chal gaya par tumhe pata kaise chala ki mai ghar me hi hu ? I mean mai tum dono par nazar rakh raha tha.

Abhijeet : Yaad hai jab ek minute ke liye bijli chali gayi thi aur phir wapas aa gayi thi.
( Flashback start )

Abhijeet confirmed that Jashwant was inside kitchen. He placed the cup of tea on the table and went with inside kitchen without making noise. He found Jashwant engrossed in  preparing dinner. He took out his gun, went behind Jashwant , placed the gun at Jashwant ' s back.

Jashwant, who was preparing dinner felt the touch of gun on his back.

Abhijeet : ( in a low tone ) Mujhe pata hai ki tum Daya nahi ho. Batao asli Daya kaha hai ?

Daya : ( in a low tone ) Sahi kaha aapne. Mai to jashwant hu.

Abhijeet : ( in a low tone ) Kaha hai Daya ?

Jashwant : ( in a low tone ) Yahi hai apne kamre me aur sab dekh rahe hai aur sun rahe hai. 

Abhijeet removed the gun from his back.
Jashwant : Isme mhari koi galati nahi hai ji. Ye sab to Daya sahab se mhare ko karne kaha.

Abhijeet : Thik hai. Ab jaisa mai kahunga waise tum karoge.

( Flashback end )

Daya : Maan gaye boss. Sach me tum cid ki sharpshine ho.
Tumne mere hi prank ko mere upar hi phasa diya aur Reverse prank kar diya.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Nov 03, 2020 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

The reverse prankWhere stories live. Discover now