the gift

441 29 0
                                    


Daya was working on his pc physically but his mind was somewhere else. A constant smile was on his face.  Abhijeet , having a file in his hand said " Daya ye case yaad hai tumhe ? "

Abhijeet waited for Daya ' s reply. He got no reply so he said in a loud voice " Daya. "

Daya snapped out of his thoughts and found Abhijeet looking at him.

Daya : Haan. Kuch kaam tha ?

Abhijeet : Lo bhai. Itni der se mai baat kar raha hu aur tumhara dhyan hi nahi hai.

Daya : Ha wo kuch yaad aa gaya. Isliye dhyan nahi tha.

Daya got up from the chair.

Abhijeet : ( with mischievous tone ) Kahi Shreya ke baare me to nahi soch rahe the tum ?

Daya was slightly blushing. So he turned his face in opposite direction from Abhijeet. Abhijeet hold his hand and made him look towards him.

Daya : Yaar aisi koi baat nahi hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Daya : Yaar aisi koi baat nahi hai.

Abhijeet : Ahan. Kuch baat to hai.

Daya : Sahi kaha tumne baat to hai.

Abhijeet gave a look like see I told you.

Whereas Daya continued as " Par wo Shreya se judi nahi hai. "

Abhijeet : ( thinking )
Aisi kaunsi baat hai jise yaad karke Daya muskura raha tha. Wo baat Shreya se bhi judi nahi hai.

Chahe jo baat ho mai to pata laga kar hi rahunga ki Daya kis baare me soch raha hai.

His chain of thoughts broke with Daya ' s voice as " Koshish karne me koi har nahi hai. "

Abhijeet : Tumhe kaise pata ?

Daya : Itna to mai guess kar hi sakta hu ki tum kya soch rahe ho.
Accha ye sab chodo kya kaam tha tumhe ?

Abhijeet : Ha mai. wo ye case ke baare me baat karne aaya tha.

Duo discuss about the case. Soon it was lunch time and Daya was still working. Abhijeet went near him.

Abhijeet : Daya chalo lunch karne chalte hai.

Daya : Abhi nahi Abhijeet. Mujhe thoda kaam hai.

Abhijeet : Thik hai kaam baant kar lete hai.

Duo divided the work and task was completed in half time.

Abhijeet : Ab to chaloge na lunch ke liye ?

Daya : Ha.

Both of them went for lunch. Abhijeet deliberately ordered Daya ' s favorite things.

Daya : Kya baat hai aaj sab meri favorite dishes.

Abhijeet : Bas aise hi order kar di maine.

Daya : ( while raising his eyebrow )  Aise hi.
Abhijeet : Tumhe aam khane se matlab hai ya daam se.

The giftWhere stories live. Discover now