Kuch Panhein Keed Bakse Mein

4 0 0
                                    

Panhein kuch bekharese hai
sammet ne mein shayad waqt lage

Sammet lenge jiss din
Baandh denge ek doorse usse

kuch tumahare bhi honge
Keed bakso mein kahi
Agar mille waqt kabhi
Karke choori tum bhi padhlena

baatein kuch unkahin si hogi
padh k usse fhir se keed kar lena

Bikhari syahein samjh k usse
Tum yuhi chood dena
fhir bhi pade fark agar
To lag jana gale mere

Tum aankhein bandh kar lena
Hum unn lamho ko bhi
Kapde mein sammet k
Kar denge keed bakse mein

Aaj bhi wohi aadat se
Tumhein pehchan lenge
Badha k ek kadam
Tum vohi muththi jatta dena

Abb fhir se sapna banke tum
Yuhi matt chale jana
Milenge khade hum wahi tumhein
Aake mere panhein fhir se padh lena

Je hebt het einde van de gepubliceerde delen bereikt.

⏰ Laatst bijgewerkt: Dec 18, 2020 ⏰

Voeg dit verhaal toe aan je bibliotheek om op de hoogte gebracht te worden van nieuwe delen!

Kuch Panhein Keed Bakse Mein Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu