'Prem' kya har insaan itna bhagyashaali hota hai ke apne jeevan apne pyaar ke saath bita sake? Parantu jab do manushyo ka milna kismat mei likha ho parantu kisi agyat manushya ke karan agar unhe bichad jana pada toh? Kya bhagya koi khel khelke iss kahani ko pura karne ki chesta karegi? Yeh hai kahani Anuseena ki. Jo shayad har shristi mei alag ho gaye ho parantu ek lekhak ka toh kaam hi hai woh kar dikhana jo iss duniya mei sambhav nhi Join me in this journey! Welcoming a new world, and a new avatar of our favourite anuseena. Dhalti raat ka ek musafir, subah alvida keh chala Jeete jee tera ho saka na, marke haq ada kar chala