10th waale while choosing a stream - Hai apna dil to awaara na jaane kis par aayega
After choosing science - Na chhedo hame ham sataye hue hai
After choosing Commerce - Bahut zakham sine par khaye hue hai
After choosing Arts - Sitamgar ho tum khub pehchante hai tumahari adayon ko ham jaante hai abhi to maza aa raha hai
Iss message mein kisi bhi stream ko badhawa nahi diya gaya hai to kripya kar ise kidney par na le
@_Anusha_69 Haa to kya tha haa Main nashe mein ya mujhme nasha hai
Nahi Bhai nasha aapme na hai aur na hi aap nashe mein ho vo jo chiz ka aapne Sevan kiya hai na usme tha aur ab aap ye nashedio vaali harkate kar rahe hai
Aur kya tha haa
har taraf bas dhuan hi dhuan hai
To being a Delhi ka bekaar citizen Delhi mein hoto hai beta pollution jo tumahara dimaag ki ulat fer karke rakh dego aur jo ye dhuan dikh raho hai tanne oo hai jo thamne sutta fuko tha na usi ka dhuan se aur What a Co incidence Profile pic mein bhi shaa bhai ne sigaar pakdo hai abhi dhuan nahi dikhego ka dekhna chah raho ho tham haa amma zindagi se sambandh kharab chal raha kaa tumahara matlab ekdam dhakkan ho gaye ho be