Chapter 15

1.6K 94 2
                                    

Jasmine ko movie achi lag rahi thi.. she really enjoyed. Aur Aly toh bas khaa hi raha tha..
Doosri or Abram ne kuch kiya bhi nhi tha aur baar-baar allah se maafi maang raha tha!! Aur Aly ko bhi call kar raha tha.. par vo utha nhi raha tha..
Jisse Abram thoda upset hota hai.. Zoya usse relax karne ki koshish kar rahi thi..
Abram with shock  : tum gyi nhi!! Jao yahan se
Zoya : han jane hi wali hoon.. vo meri dress geeli hai.. aur baki tum itne dukhi ho!! Toh socha thoda rukk jaaoon..
Abram : mere kapdon mein kya dikkat thi?
Zoya : vo dress mere dad ne gift ki thi.. I can't leave it. 🙂🙂

 Is par Abram usse kuch nhi bolta

Oops! Această imagine nu respectă Ghidul de Conținut. Pentru a continua publicarea, te rugăm să înlături imaginea sau să încarci o altă imagine.

Is par Abram usse kuch nhi bolta..
Zoya : kya huya? Tension mat lo..
Abram : tumse mtlb? Bas tum mujhse door raho..
Zoya : han relax..ab kuch nhi karoongi!! Maine loyal hone ka soch liya hai..
Abram haste huye : 3 boyfriend hain? Kis ke sath loyalty?
Zoya with proudly phone dikhate huye : see 2 se break up kar liya!! Ab sirf Aly..
Abram :  are you sure?
Zoya han mein sir hilaati hai..
Abram : aur jo mujhe kiss attempt ki? Uska kya?
Zoya : han I am sorry.. aage se yeh nhi hoga!
But agar tumahara mann ho toh kabhi bhi aa jana!! Aur vo hasne lag jati hai..
Abram haste huye : tumahara kuch nhi ho sakta..
Zoya thoda serious hote huye : Vaise Abram.. Aly mujhe sach mein like karta hai kya?
Abram : tmyeh tum khud se poocho.. ke tum usse sach mein like karti ho?
Zoya kuch nhi bolti uski aakhon mein guilt tha..
Abram : vaise tum jab Aly se pyar nhi karti toh apna college vgera chod kar iss shehar mein kyu aayi?🙃

Abram : vaise tum jab Aly se pyar nhi karti toh apna college vgera chod kar iss shehar mein kyu aayi?🙃

Oops! Această imagine nu respectă Ghidul de Conținut. Pentru a continua publicarea, te rugăm să înlături imaginea sau să încarci o altă imagine.

Zoya : aise hi.. new experience ke liye!!
Abram: you are just wasting your life. Tumhe bas ache kapde, achi car, shopping vgera se mtlb hai!! Kyu??
Zoya iss par bhi koi jawaab nhi deti..
Abram bhi bore ho raha tha toh vo uth kar T.V on kar deta hai kyon ke Zoya se sensible baatein karne ka koi fayda nhi tha..
Aly aur Jasmin mall se bahar aa jate hain..
Jasmin gussa dikhate huye : agar aaj ke baad tumne mujhse bunk karwaya!! I'll kill you.
Aly ko uski dhamki se koi farak nhi pad raha tha vo bas burger hi khaa raha tha..
Tabhi wahan saamne se 5 ladke Aly ki or badh rahe the..😑😑

 Ek Aly ke paas aakar usse punch karta hai

Oops! Această imagine nu respectă Ghidul de Conținut. Pentru a continua publicarea, te rugăm să înlături imaginea sau să încarci o altă imagine.

Ek Aly ke paas aakar usse punch karta hai.. toh Aly ka burger neeche gir jata hai..
Jasmin unko rokne ki koshish karti hai..
Itne mein Aly thoda active ho jata hai.. vo unko maarna shuru kar deta hai..
Un ladkon mein se ek ladka Jasmin ko dhakka dekar neeche giraa deta hai...

More than friendship(Jasly)Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum