Chapter 62

1.7K 109 15
                                    

Hello guys new story Fate ka first chapter upload ho gya ..give it a look...tell me in comments....yr link share karna nhi ata chapters mein plz woh bhi bta dena

Ab life achi jaa rahi hai, Jasmin ne tally seekhne ka course start kar liya hai, Aly ka toh filhal koi plan nahi hai... jo cheez Abram chose karega, wahi Aly karega!!
Sidhant ka abhi college mein senior year chal raha tha toh vo wahi continue rakhta hai...
Samay ke sath-sath Abram aur Zoya mein nazdeekiyan badh gyi thi!!! Ab Zoya hot nahi dikhti thi, vo khud khana banati thi, zyada samay books padhne mein guzaarti thi.... aur agar Abram galti se free hota tha toh vo time uske sath!!!
Uss raat ke baad Zoya ko toh confirm ho gya tha ke vo Abram se pyar karne lagi hai..💙

 Par Abram usse hamesha ek doori-si banakar rakhta hai

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.

Par Abram usse hamesha ek doori-si banakar rakhta hai... ek dosti ka dayra!!!
Zoya ka yeh shyed first time hoga ke vo kisi se pyar mein hai aur usne aaj tak usko dhang se chooya bhi nahi tha😂😂
Zoya khud ko sudhaar rahi thi.... and I think it's good!!!
Just Be The Real YOU....
Abram abhi bhi Aly ke sath reh raha tha kehne ko toh 3 maheene beet gye the!!!
Par apne papa ko bhula pana koi asaan kaam nahi tha!!! Abram kabhi wapis apne ghar nahi gya tha!!!
Vo toh uss ghar ko bechna chahta tha par Asad ne mana kar diya!!!
Kyon ke vo unki yaadein sambhaal kar rakhna chahte the!!
Abram ke papa MLA the!!! Toh unki jagah Abram ko lene ke liye bhi kaha gya tha!!
Par Abram ne iss cheez ke liye mana kar diya..... vo bas ek aam zindagi chahta tha!!
Out of politics....
Ab toh apni degree par afsos tha!! Kyon ke vo political se related thi.
Itne saalon mein Abram ke papa ne jo bhi kamaya tha vo 50-50 mein bant gya!!!
Aadha Abram ko aur Aadha Sidhant ko....
Abram ko apne papa ki property mein dilchaspi na hone ke kaaran vo Asad ke sath baat karke 25% charity mein de deta hai.....
Aur baaki ka Asad ko.....
Kyon ke ab agar uska koi hai toh Asad!!!!
Maa aur Bhai the...... par jitna kareeb vo Asad ki family se tha utna vo shyed kisi se ho!!!!
Sidhant aur uski Maa ne Abram ko boht convince kiya sath mein rehne ke liye par vo nahi maana!!!
Jahan Aly hoga, wahin Abram hoga!!!
Kehne ko toh Sidhant unke sath wapis se mil gya tha!!!! Par gaanth toh aksar reh hi jaati hai...💙

 Apni behan ko bhi Abram aaj tak bhula nahi paya tha!!! Toh uske liye yeh sab thoda mushkil tha!!!!Itni asaani se sab bhula kar vo dubara vaisa nahi ho sakta tha ya hum yeh keh sakte hain ke vo ab wapis unke sath rehna nahi chahta tha!!!Abram ke h...

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.

Apni behan ko bhi Abram aaj tak bhula nahi paya tha!!! Toh uske liye yeh sab thoda mushkil tha!!!!
Itni asaani se sab bhula kar vo dubara vaisa nahi ho sakta tha ya hum yeh keh sakte hain ke vo ab wapis unke sath rehna nahi chahta tha!!!
Abram ke hard time agar koi uske sath tha toh Aly!!!! Aur uski family!!!!
Na hi Abram ki Maa uske paas aayi aur na hi Sidhant!!!!
Abram kehne ko cool dikhta tha par kahin na kahin usse yeh sab kuch preshaan karta tha!!! Vo kisi se share bhi nahi karna chahta tha ke koi kya sochega??
Ke Abram dil mein kitni khundas rakhta hai??
Vo apne logon ko hi maaf nahi kar raha??
Issi wajah se Abram yeh sab baatein kisi se bolta nahi tha.... par Aly uske bina kahe sab samjhta tha.... iss liye shyed vo uske sath hamesha khda rehta hai....
Ab bhi Abram Zoya se doori iss liye rakhta hai ke vo Aly ki Ex reh chuki thi....
Usse pta tha ke Aly koi farak nahi padta!!! Par wahi baat, Abram ko toh farak padta hai na!!!! Iss liye vo yeh sab karta hai.....
Roz ki trah Abram subah uth-ta hai, Aly ko uthaa-ta hai.... vo dono fresh hokar breakfast karne ke liye chale jate hain....
Saira un dono ko khana serve karti hai....
Aly chidte huye "bhabhi yaar... aap yeh sab mat kiya karo...."
Abram - han bhabhi...aap rehne do..
Tabhi unko Asad join karta hai "kyaa baat ho rahi hai?"💙

Tabhi unko Asad join karta hai "kyaa baat ho rahi hai?"💙

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.

Saira - kuch nahi... tum khana shuru karo..
Vo sab khaa hi rahe the ke Asad bolna shuru karta hai "Abram? Toh kya socha tumne??"
Aly Abram ko dekh kar aankhon se hi yhi sawaal poochta hai.....
Abram - Bhai main soch raha tha ke kyu na Main aur Aly abroad chale jayein??
Yeh sunte hi Aly ke mooh se achanak nikalta hai "toh Jasmin ka kya karoonga??"
Saira aur Asad usko ghoor ke dekhte hain....
Asad serious hote huye - Jasmin kaun??

More than friendship(Jasly)Donde viven las historias. Descúbrelo ahora