Chapter 5

1.2K 66 11
                                    

Preeta wrapped her arms around karan's neck. He smiled and touched his forehead with hers.

They were continously smiling looking into each others eyes.
Preeta was feeling like she was at the top of the world.

She kissed karan's forehead. Karan held her hand and kissed it.

Karan : bohat pyaar karta hu tumse. Kabhi chod ke nhi jaunga tumhe.

Preeta : ab yakeen ho gya hai mujhe..ke kabhi nhi jaoge mujhe chod ke.kyu ki pyaar ka izhaar kar chuke ho..or pyaar ka izhaar sirf izhaar nhi hota. Yeh ek promise hota hai..hamesha saath rehne ka..hamesha saath dene ka..kabhi dukh na dene ka..or karan luthra apna promise kabhi nhi todta.

She smiled at him after saying this. He was overwhelmed after knowing that she puts so much faith in him.

Karan (in mind):itne sab kuch ke baad bhi yeh mujh pe itna yakeen karti hai..is baar main koi bhi aesi galti nhi karunga jisse iska yeh bharosa toote. Is baar isko tootne nhi duga.

He got emotional thinking about her. A drop of tear fell from his left eye. She immediately noticed it and wiped it.

Preeta (concerned): kya hua karan! Tum ro rahe ho? Kya meri koi baat buri lagi? Bolo karan- he stopped her from speaking by placing his hand on her mouth.

Karan(smiling): mujhe tumhari koi baat buri nhi lagi..yeh aansoo toh bas mere emotional hone ki wajah se aa gaye. I was just overwhelmed..nothing else.

Preeta bit his hand to remove it from her mouth. He screamed in pain while she laughed.

Karan :preeta yaar kya hai! Kyu achanak se jungli billi ban jaati ho. Or upar se has rhi ho..ye nhi ke puch loon ke karan tumhe dard toh nhi ho raha. He looked away acting sad.

Preeta smirked looking at him while he was looking away. Preeta grabbed his face and made him look at her.

Preeta : acha thik hai..im sorry. Main toh bas mazak kar rhi thi. Ab aesa nhi karungi. She looked down acting sad.

Karan felt bad thinking that she's sad again.

Karan : arre main toh mazak kar raha tha! Main koi sad nhi hu. Tum dukhi kyu ho rhi ho!

Preeta : acha jii! For your kind information main bhi mazak kar rhi thi. She laughed looking at his annoyed face.

Karan : mrs luthra yeh thik nhi kia tumne! Abhi dekho msin kya karta hu!

Preeta immediately stood up and ran. He also ran behind her in the whole room.

Preeta was throwing pillows at him and he was catching them and throwing them back at her. the room was filled with the sound of their giggles and laughs.

Suddenly preeta slipped and she pulled karan as well. They fell on the bed with karan on top of her. She blushed looking down.

Karan (teasingly):koi bohat sharma raha hai!

Preeta looked at him.

Preeta : main nhi sharma rhi! I can prove it!

Preeta touched his cheek. She rolled and got over him.

Karan looked in her eyes. He rolled and got over her again and then stood up.

Karan : haan haan thik hai..kar liya tumne prove ke tum nhi sharma rhi thi.

Preeta just stared at him.

Preeta : karan.. tum abhi bhi pehle ki tarha behave kar rahe ho. Tumhe kya mera tumhare kareeb aana acha nhi lagta?

Karan : nhi preeta..tum galat soch rhi ho. Mujhe tumhara mere kareeb aana acha lagta hai. Magar..

Preeta : magar?

Karan : preeta..abhi hamare rishte ko aese hi rehna chahiye. Abhi mujhe bohat saari cheezein theek karni hain.

Preeta : magar ab toh sab theek hai karan.

Karan : preeta tumpe jitne ilzaam lage the woh sab jhoot the..main yeh jaanta hu.magar tab tumne meri wajah se bohat kuch jehla hai. Mere dil par abhi bhi bhoj hai. Main jaanta hu tumne mujhe maaf kar diya hai. Magar maine khud ko maaf nhi kia. Main khud ko itni jaldi maaf nhi kar paunga. Hamare rishta ko aage badhane se pehle main apne ap ko tumhare samne ek acha insaan prove karna chahta hu.

Preeta : karan-

Karan : preeta.. ek proper married life start karne se pehle main apne dil se woh bhoj halka karna chahta hu.. pls samjho mujhe.

Preeta looked at him. She nodded her head positively.

Preeta : thik hai..main samjh sakti hu tumhe.. tum apna waqt lo. Mujhe koi problem nhi hai.

She smiled at him and he smiled back.

Karan : thank you..

Preeta : koi zaroorat nhi iski.

Preeta stood up.

Preeta : main zara bahar jaa rhi hu..kuch kaam hai.

Karan : okay.

Preeta walked out of the room.

She bumped into sherlyn while walking and sherlyn fell down.

Preeta : oh! Sherlyn tum! Bechari..mere kadmo mein gir gyi. Waise kaisa laga apni asal jagah par aa kar? Preeta laughed.

Sherlyn looked at her angrily.

Sherlyn : preeta tum aesi kab se hogyi! Tumhe zara bhi ehsaas nhi hai ki mera aesi haalat mein niche girna thik nhi. Tum toh doctor ho na..or dusro ki bohat fikar bhi karti ho..toh aesa kese kar sakti ho!

Preeta laughed again.

Preeta : dekho sherlyn.pehla toh maine tumhe nhi giraya..tum khud giri ho. Dusra ke msine tumhe last time bhi warn kia tha ke msin tumhara khyaal nhi karne wali. So please mujhse yeh achai expect karna band kardo!

Sherlyn was DAMN SHOCKED by preeta's heartless side.

Sherlyn stood up and faced preeta.

Sherlyn (angrily): mujhe bhi tumhari fikar ki zaroorat nhi hai..hasn but ek baat yaad rakhna..aaj jo tumne kia hai na uska anjaam bohat bura hoga. Main tumhe is ghar se dhakke marwa ke bahar nikalwaon gi. You just wait and watch.

Sherlyn snapped her fingers while saying this. Anger rushed through preeta and she grabbed sherlyn's finger and twisted it.

Preeta pushed sherlyn to the floor and grabbed her face harshly.

Preeta(with bloodshot eyes): pyaar kiya hai maine usse! Joh bhi usse mujhse cheene ki koshish karega..msin usse uski saansein cheen lugi!

She slapped sherlyn and grabbed her hair harshly.

Preeta : agar phir se koi bhi aesi harkat ki na..toh jaan se jaogi!

Preeta leaved her and went away.

Sherlyn was trembling. her mind wasn't working. No one behaved with her like this..ever! She stood up and ran away scared.

Precap:-

An interesting twist😇
.
.
.
.
.
.

Give your feedback!
Next part soon!

I hope you liked this chapter!



PreeRan : La ilmWhere stories live. Discover now