Tu alfaaz mere samajh le,
Main aankhein teri padh loon,Na chodungi tera saath kabhi,
Aa tujhse yeh vaada kar loon.Tu duniya ko dikhaye firta hai ki tujhe farak nahi padta,
Par mere bina tu reh na payega, yeh teri aankhon mein mujhe hai dikhta!!