Chapter - 20

1K 76 1
                                    

New York - 🏙️
New York Institute Of Technology (NYIT) 🏢 -
Shehnaaz in mind - Waheguru ki kripa se mai u.s.a as gyi, ab jo sapna adhura reh gaya tha use mujhe pura karna hai....🙏😌

Madhurima aka (Madhu) - Hey ! 🙋‍♀️

Shehnaaz - Hello ji ! 😊

Madhu - Indian ho na... 🤨

Shehnaaz - Haan ji ! Aap bhi ho India se...🤔

Madhu - Yeah ! 😊,  By the way my name is Madhurima, you can call me Madhu. Mai  Dehradun se  hu yha NYIT me information technology ki student hu... 🙂

Shehnaaz - Mai Punjab se hu, mai bhi IT branch ki student hu....😊
Aap meri friend banogi ☹️, mai new hu yha koi hai bhi nahi mere Pehchaan ka yha...😕

Madhu - Haan ! Kyu nahi....😊
So Friends 🤝

Shehnaaz - Friends...🤝
Waise mere kareebi log mujhe pyar se Sana kehte hai, you can call me Sana....😊

Madhu - Ok ! Sana, campus dekhna hai ki nahi....🤨❓
Maine to dekh liya, tum new ho yaha dekhna to banta hai...😅

Shehnaaz - Haan ! let's go Madhu...😁

On Other Side -
Rishabh in meeting - so guys aapko to pata honga ki yeh mera dream project hai aur is project ko successful banane ke liye mai India se special America aya hu. Mere is dream project ko successful banane ke liye mujhe aap logo ka 100% effort chahiye...🙂

Rishabh's Manager - Sir humare dream project "skyline" ko complete karne ke liye kaafi investment ki jarurat hai but company ki financial status ko dekhte huye ye possible hi nahi ho sakega...😐

Rishabh - Iska solution mere paas hai, Aap sabhi  mere partner se milliye, ye hai sidharth shukla, India ke one of the successful businessman 👨‍💼__
Humare Dream Project "skyline" ko successful banane me mr. sidharth shukla humari help karenge...🙂
Unke ideas aur experience ka use hum apne project ko successful banane me karenge....😊

Sidharth - So guys ! Mere introduction ki to aapko zarurat nahi padhengi. By the way, I'm "Sidharth Ashok Shukla" owner of "SS Enterprises". mai ek successful businessman aise hi nahi bana, Mai humesha apne business deals ko dimaag se sochta hu dil se nahi. Mere sath jo bhi kaam karta hai unko  pata hota hai ki woh kabhi loss me nahi jaayenge. Mere business style me sirf ek chiz ki jarurat rehti hai aur woh hai "patience".

Meri company "SS Enterprises" Aapke "skyline" project me 70% invest karengi.....🙂
Company me ownership bhale meri  rahengi, Lekin ownership me naam Rishabh ka rahenga, From today onwards company ka owner Rishabh Khurana hai. company ke saare decision Rishabh Khurana lenge unki permission ke bina koi bhi deal's/assignments accept nhi kiye jaayenge. Board of members ke head bhi Rishabh Khurana hi honge...🙂

Rishabh - Ab aapko sb pata to chal gaya honga, Sidharth yhi New York me stay karne wale hai. Mujhe India me bhi wapis jana padenga, mujhe waha ka bhi business dekhna padenga. Meri gair-maujudagi me sidharth shukla aapko handle karenge, unhe kisi bhi tarah ki koi bhi problem nahi aani chahiye. Company ke owner sidharth hai unko project se related saari  details pata honi chahiye in my absence....🙂

Rishabh's Manager - Ok !  sir ab hume "skyline" project ko jaldi se complete karna hai. Ab kuchh hi Dino me america ki number one "IT Company" humari "skyline" hongi...

Sidharth & Rishabh both - Bilkul..😌

Innocent LoveWhere stories live. Discover now