Anidita's Honeymoon part2

3K 130 8
                                    

Next Day...

Bondita was sleeping peacefully when some sun rays hit her and she woke up..

She didn't found ANIRUDH...

Are Pati Babu khaa chale gye..Abhii to yhii the...

Bondita started roaming in search of ANIRUDH .

ANIRUDH was in kitchen preparing breakfast for Bondita..

Are Patii Babu aap yhaan kyaa kr rhein haii mujhe uthaa diyaa hotaa na ..

Bondita tum kyaa har waqt kaam krne ke liye bnii ho..Kyaa tumhe aaram ki zaroorat nhii haii..Kyaa mard kaam nhii ek kr saktein..

Kr saktein haii par..

Bondita tumhe ptaa haii mujhe khushii hotii haii jab mai Tumhaari madad krtaa hu..Tum padhaai ke Saath saath ghar sambhaaltii ho ,Ham sabki seva krtii ho..Aur bdle mei na kucch maangtii ho bs hum sabko khush dekhkar khush ho jaaati ho..To Tumhaara bhii haq bntaa haii ki tum aaram kroo.

Accha ab jaao jldii se tyaar ho jaao ..

Bondita jaldii se tyaar ko hokar aa jati haii...

ANIRUDH Bondita ko serve krtaa haii..

Bondita took the first bite..

Bondita kaise bnaa haiii accha haina..

Haan Pati Babu bhut hi swaadisht bna haii..

Now ANIRUDH also took the first bite..

But his face expression change'..

He looked at Bondita who was enjoying the food jismei namak hi nhii haii.

Bondita tum ye kaise khaa rhii ho ismei to namak bhii nhii haii.

Pati babu Aapko ptaa haii ye khaana aapne mere liye itna pyaar se bnyaa haii...Aur agar aap pyaar se mujhe zeher bhii de denge to bhii mai peelungii..

Bondita pls aisa mat bolo..Agar tum mujhe cchod kr chalii gyii to zindaa reh paaungaa

Accha Pati Babu apni patni ko Shimla nhii ghumaaenge..

Kyun nhi Bondita..

They both get ready

Firstly they visit Jhaakoo hills

Pati babu dekhiya kitna sundar hai ye Mandir

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Pati babu dekhiya kitna sundar hai ye Mandir.. Kaka Sasur jii ne btaaya mujhe is mandir ke baarei meii..

Aapko ptaa haii Kaka Sasur ji ne Btaaya thaa mujhe ki ye mandir hanuman jii ke liye bnwaaya gya thaa ..Dekhiye yhaan par Hanuman ji moorti is liye sthapit ki gyii hai kyunki yhaan par Hanuman jii aaram krne ke liye ruke the jab vo Shree lakshman ji ke liye Sanjeevni Booti leene gye the..

Next they visit Christ Church...

Bondita tumhe ptaa haii jab mai pehli baar yhaa aaya thaa tab yhaan ek khwaaish maangii thii ...Ki mere jeevan mei koi aisa aae jo mere har adhure pan Ko pura krde..Aur dekho na mujhe tum mil gyii..

Tumhaari koii khwaaish haii kyaa Bondita..

Pati babu meri to bs ek hi khwaaish haii ki mai aapko vo har sapna pura krun jo aapne mere liye dekhaa haii..Aap mujhpar garv krein aur mera pariwaar hamesha khush rhe..

ANIRUDH's eyes filled with water...

They visit many places...

Soon they visit Lover's point..

Pati babu ye to bhit Sundar haii..

There were many other couples also..

Tumhe ptaa haii yhaa log apne pyaar ka izhaar krtein haii..Dekho na sab Kitne khush lg rhein haii..

Pyaar ka izhaar Krtein haii..To ek izhaar meii bhii krna chaahtii hu..

Bondita nend on her knees..

Pati babu mujhe ptaa hai ki ye thodaa ajeeb lge Aapko lekin aaj mai btaaba chaahti hu ki meri zindagi mei aap kitne zaroori haii..Aapko ptaa haii baba ke jaane ke baad ma ke alawa mujhe aur koi milaa hi nhii jo meri parwaah kree meri khushii mei apni khushii dhundhe..

Fir mujhe aap mile..Jisne har kadam par mera saath diyaa mujhe khush dekhar aap khush hote ho

Jisne har kadam par mera saath diyaa mujhe khush dekhar aap khush hote ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

..Mere liye har us insaan se lde aap jisne mujhpar ungli uthaai..Mere rakshak Bankar meri rakshaa ki ..Mere Raakshas babu bnkar thodaa sa daanta aur tang bhi kiya

ANIRUDH laughed..

Lekin tabh bhii mere liye aapka pyaar kbhii km nhi huaa..Jab bdii hui to samajhne lgii ki aap hi haii jinke bina mai ek pal bhii nhi reh saktii ..Aapki Khushi meri khushi bn gyii lekin dartii thii agar aapko btaa diyaa to khii aap ruth na jaao..lekin Jab aapne mujhse apne pyaar ka izhaar kiyaa to lgaa jaise mujhe meri sabse bdii khushii mil gyii ho..

Apne maa bnkar khyaal rkhaa ,pitaa bnkar har musibat se bchaa pati bnkar mera Saath nibhaaya aur shikshak bnkar mujhe andheron se ujaale mei laa diyaa..Hamesha sochtii thii ki aapka shukriya kaise krungii ,lavz hi nhii mile lekin aaj jab lavz mile to bs khungii ki mai aapka har sapna mera haii aapki har Khushi meri aur har dukh mera dukh...Aur shukriya ki Aapkne Bondita ki itne nakhre jhele ,uski vjaah se pereshaani mei pde..

ANIRUDH's eyes were filled with tears...

ANIRUDH Bondita hug each other tightly..

Everyone clapped..

ANIDITA-MAI TERAWhere stories live. Discover now