Schocker ✳️

778 88 21
                                    

Continued....

Bani- bolo...! Kya baat hai sach sach batao!
Zara- mein yaha kisiki tarafdari karne nhi ayi hu aur na hi kisi ki madad... Mein bas yaha apne sawaalon ka jawab dhondne ayi thi...par ab nhi chahiye
Bani- konse sawaal
Zara- apne pyaar ki maut ke sawal! Kisne mara usse! Kyu mara! Kaise hua yeh sab! Mein bas yaha usse marne ayi thi jisne mujse meri jeene ki vajah ko cheen liya...... naagmani ji takt aseen hai isse hume kuch bhi pata chal sakta hai...bas isiki madad se mein uss katil tak pahunchna chahti thi! Aur kuch nhi!
Bani- yeh baat thi toh tumne muje pehle kyu nhi bataya...mein madad karti tumhari
Zara- muje bharosa nhi kisipe...
Veer- hum pe kar sakti ho...hum madad karnge...
Bani- kya naam tha uska...
Veer- han kon tha voh...
Zara- tum bhi jante ho usse...
Veer- kya!...kon...kon..hai,?
Zara- TEER....tumhara judva bhai!....

(Veer and bani were completely schocked to hear this!)Veer- teer

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

(Veer and bani were completely schocked to hear this!)
Veer- teer..teer bhai?
Bani-teer hai voh?
Zara- han! Jisse tumne veer samaj kar marne ki koshish ki thi..
Bani- par meien usse mara nhi..
Zara- janti hu...mein vahi thi jab tumhare beech ladai hui thi...tumhare vaha se jane ke baad mein ayi thi vaha apne teer ko lene....🥺 Par tab tak der ho chuki thi....uss sab ke baad mein bilkul toot gyi thi...isliye meine apne aap ko neeche taikhane vale kamre mein band kar liya tha....Jab muje pata chala ki tum adi naagin, yaha par ayi ho...tab meine socha ki tumse naagmani leke mein apna maqsad pora kar sakungi...
Veer- teer bhai ke katil ak toh muje bhi pata lagana tah....jisne bhi mere bhai ko mujse cheen...zinda nhi chodunga usse!
Bani- han...humne yeh toh pata laga hi liya tha ki voh ek cheel hai...kyuki teer ko marne ke liye voh ajeeb dhaar vale chaku ka istemal kiya gya tah
Zara- mein tumse bas ek madad chahti hu...muje bas itna pata karke bata do ki kon tha voh katil!
Bani- han...zaroor..tumne humari jaan bachai hai mein itna kar sakti hu...
Veer- vaise tumne humari jaan kyu bacahi
Zara- tumhare sache pyaar ke liye... Mein toh apna pyaar kho chuki hu... Kam se kam tumhara pyaar salamat rahe...
Veer- vaise tume kabhi muje dekhke teer bahi...
Zara- kabhi nhi! Tum alag ho voh alag tha! Voh tumhari tarah bilkul nhi tah!
Veer- ok ok...cool!
Bani- (takes out the naagmani 💎 and uses it to know about the killer, the whole scene of that wedding day repeats, and this time the face of real killer is also out)
Zara- nhi chodungi! isse mein zinda nhi chodungi!
Veer- Shukla? Itna bada dhoka...gadaari ki...
Bani- yehi hai voh.. teer ka asli katil shukal!

(Zara rushes downstairs to shukla and grabs his neck)
Shukla- yeh...yeh kya kar rahi ho
Zara- aaaaa! Khooni! Kaatil! Aaj...tere karmo ka hisaab hoga! Tere Papon ka sanghaar hoga!
Shukla- ky..a kya mtalb?
Veer- matlab teri maut!
Shukla- veer Baba? Yeh kya keh rahe hai aap?
Balwant- yeh sab kya ho raha hai? Kyu pakad rakha hai shukla ko?
Veer- dad aap jante nhi hai isne...yehi hai voh! Teer bhai ka katil! Jisne teer bhai ko mara!
(Balwant and chandrakala are schocked to see that truth has come out)
Zara- aaj tu marega!
Balwant- kya! Shukla! Itna bada dhoka! Iski toh usse saza milegi zaroor milegi
Shukla- Balwant sir?
(Zara throws him down and as shukla was saying something she stabbed him in stomach and killed him🔪)

yehi hai voh! Teer bhai ka katil! Jisne teer bhai ko mara!(Balwant and chandrakala are schocked to see that truth has come out)Zara- aaj tu marega!Balwant- kya! Shukla! Itna bada dhoka! Iski toh usse saza milegi zaroor milegiShukla- Balwant sir?(Z...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Zara- aaaaa! Ahh...🥺😭

(Chandrakala and Balwant go back to their room)
Chandrakala- ab kya kare hum! Usse sab sach pata chal gaya hai.. aagr usse pata chala ki teer ko humne marvaya hai toh...voh baki ke raaz bhi sab ko bata degi.....fir voh adi naagin humari chati pe chad ke tandav karegi!
Balwant- jaise pata chalega? Kon batayega? Tum? Mein? Nhi na toh fir! Kyu soch soch ke dimaag kharaab kar rahi ho relax!
Chandrakala- relax? Uss naagin ko chain nhi milega jab tak voh humari peet pe koni rakh kar humse sach nhi ugalvaye!
Balwant- chup ho jao chandrakala!
Chandrakala- chup hi ho jayenge hum jab adi naagin apna phan phaila ke ayegi....hiss! Phir bolte rehna....hum cheel hai cheel.....naagon ke baap!
Balwant- bakwas band karo!
Zara-ohh...toh tum the voh...👿

Chandrakala- zara

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Chandrakala- zara...
Zara- iski keemat chukani hogi tume!
Chandrakala- meri baat toh suno....
(Zara leaves in anger from there)

Bani- zara! Kya hua?
Veer- han.. ab toh badla pora ho gaya na...ab kya hua...?
Zara- dhoka hua!
Bani- kya?
Zara- muje tume ek zaroori baat batani hai...
Bani- han kaho na
Zara- yeh uski maut ka raaz hai...usse marne ka tareeka sirf aise hi usse maar jaa sakta hai...aur dosra koi tareeka nhi hai...
Bani- kisse...kya?
Zara- voh.....aaa!
(As she was about say, Balwant shooted🔫 her from behind)
Bani- zara!...
Veer- zara...dad!
Zara- do..no...loko...ki...sabse.... takatvar... shaktiyan...ek...saath...milke kar sakti hai....uss ... shaitani shakti ka ant......

 shaitani shakti ka ant

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Bani- konse do lok...kya...
Zara- chandrakala.....
Bani- han...bolo..
Zara- ..........(she dies)
Bani- zara...zara!
Veer- bani....
Balwant- mar gayi!
Veer- dad! Yeh kya kiya aapne!
Balwant- iss musibat ko maar diya! Agar yeh yaha aur der tak rehti toh humare liye musibat paida ho skati thi!
(He leaves)
(Veer and bani also pick up zara, burn her and finished her last rites)
Veer- aaj...teer bhai aur zara bhi ek hogaye......
Bani- sacha pyaar ek hogaya...
Teer-Zara.....💝

To be continued....

Naagin 5Where stories live. Discover now