part 9

481 32 4
                                    

Next day...
It was Sunday.....

In junaid manzil...
All were doing breakfast except kabir...

Aman-abbu...ammi jaldi breakfast kijiye and rooh ke ghar jaiye....muze jaldi se jaldi nikaah  karna hai meri rooh se...aap jaldi jaiye...ohk

Junaid-ha..beta...

Parveen-ham ja rahe hai Roshani ke ghar..

Aman-ek min...roshani nhi meri rooh ke ghar

Junaid-ha baba...tumhari rooh...chale parveen

Parveen-ha...take care beta...

Aman-yes...aur aap bhi

Parveen and junaid left for roshani's home

In roshani's home...

Mansoor-roshani beta dargah jana hai na

Roshni-ha abbu bas kaam ho hi gaya mai ready hoke aati hoo

Before Roshani goes junaid and parveen enter...
Roshani and mansoor looked at them...

Roshani-junaid sir parveen mam aap yaha...aaiye na baithiye

Mansoor-ha aaiye na

Parveen and junaid sat on sofa...

Junaid-mansoor ji...ye hai meri wife parveen...parveen junaid khan

Parveen-ji...mansoor ji ham yaha aapse baat karne aaye hai

Mansoor-ji kahiye na

Junaid-ha actually ham aapki beti Roshani ka haath hamare bete aman ke liye maangane aaye hai

Mansoor and roshani were shocked...

Mansoor-aa...ap ye...achanak

Parveen-ham janate hai achanak hai par please ek baar sochiye

Mansoor looked at roshani..she was facing down and thinking about shashank but her thoughts disturb by mansoor's voice

Mansoor-roshani beta tumhara kya kehena hai?

Roshani-vo..
Before roshani could complete her sentence parveen says...

Parveen-ek min beta muze tumse baat karni hai..can i??

Mansoor-yeah sure..roshani

Roshani-ha abbu..aaiye mam

Roshani and parveen left for another room and junaid and mansoor were talking..

In room...

Parveen-dekho roshani..I know ki ye sudden change hoga tumhari life me but isase tumhe bhi profit hoga hame pata hai ki tumhare abbu ko cancer hai aur agar tum is rishte ke liye ha karti ho to ham tumhare abbu ka treatment India ke best doctor se karayenge yaha..medicines and other stuffs ka sara kharcha ham uthayenge bas tum nikaah ke liye ha kardo.....mai bahar ja rhi hu apna decision bahar aake bata dena

Parveen left...

Roshani was very confused....one side her father's health and other side shashank....
Roshani always says that she doesn't love shashank but in side somewhere in heart she also loves shashank....

Mansoor-roshani....

Roshani came outside.....

Junaid-roshani tumhara kya decision hai...

Roshani-sir muze thoda time chahiye...

Junaid-ohk...no worry...accha to ham nikalate hai

Mansoor-are ek min...aise kaise aapne abhi kuch liya hi nhi...

Parveen-nhi..nhi..abhi ham nikalate hai aur ye mera card hai aap apna decision hame call karke bata dijiye... Aur aman ki photo lana ham bhul gye...ek min...mai Roshani ke mobil pe send kar dungi...

Mansoor-ji...thik hai

Junaid and parveen left....
Roshani shows aman's photo to mansoor

Mansoor-roshani.mai tumhe pressurise nhi kar raha hoo beta ..par ek baar sochna zaroor rishte ke bare me....aur tumhara jo bhi faisla hoga mai us me tumhara sath dunga...ek kaam karte hai ham shashank ko bhi bula lete hai usase bhi puch lenge..

Roshani-abbu shashank ko kyu??

Mansoor-are beta vo tumhara dost hai na...usaki raay bhi le lenge...ruko ek min mai call karta hu...aur usi ke sath dargah bhi chale jayenge

Before Roshani could say...mansoor left

Roshani(mind)-ya allah...kya karu mai...aman sir ke sath nikaah vo bhi aise achanak...kaise hoga muzse....aur shashank....uska kya...mai bhi shashank se pyaar karti hu...par mai shashank ke ammi ki unki bahu ke liye expectations bhi janati hoo...vo chahati hai ki unki bahu pe mayake ki bohot jyada jimmedariya na ho...aur muzpe sabase bari jimmedari abbu ki hai...koi rasta dikha do allah please...

Roshani was emerged in her thoughts...and mansoor called shashank but didn't tell about junaid and parveen...

How will shashank react after knowing about aman and roshani??
What happened next...
For knowing be with my ff
Stay tuned and stay safe...

LOVE:The best feeling in the world(Completed✅)Where stories live. Discover now