part 14

460 37 4
                                    

Junaid-kabir....kabir....

Kabir cam down...

Kabir-kya hua abbu??

Parveen came forward and slap kabir hardly...
Kabir held his cheek...

Kabir-ammi aapne muze kyu mara?

Junaid came....and he also slap kabir on his second cheek...

Kabir-abbu...

Junaid-kyu kiya tumane aisa....apne bhai ke sath....how...

Kabir-maine kya kiya

Junaid-ohh....really you don't know what you had done??

Kabir-no abbu....

Junaid-kabir...stop it...tumane is worker ko paise diye the na lights off karane ke liye and tumhine cameraman ko bhi kaha tha flash ke sath photo lene ke liye

Kabir-no abbu...

Parveen-stop it....kabir...aur Kitna giroge tum..

Kabir-ammi abbu aapko apne bete ki baat par bharosa nhi hai is do kaudi ke naukar par bharosa hai...to thik hai I don't care...

Kabir left from there angrily....

Parveen and junaid were in tension...

Parveen-junaid ham log aman ko dekhke aate hai...

Junaid-hmm...

They came to aman's room....
Aman was sleeping on bed.....and murmuring....

Aman(in sleep)-rooh....rooh dont leave me....I cant live without you...please come back...

Parveen's eyes filled with tears...junaid held her hand to assure her that everything will be fine...
Parveen nodded...
She slowly goes to aman and cares his face...

And junaid and parveen both left from his room....
And here kabir was drinking wine....

Kabir(drunken)-aaj muze ammi aur abbu dono ne thappad mara but I am happy kyuki ab vo roshani to us pagal se shadi karegi nhi....
And laughs....

Other side...
Roshani reached her home...

Mansoor-roshani.... Aa gyi beta sorry roshani muze achanak aana pada...

Roshani thought about telling mansoor but she stops...

Roshani-koi baat nhi abbu..mai change kar leti hoo...

Mansoor- hmm...par beta itni jaldi kaise aagyi thodi der ruk jati...

Roshani-abbu koi baat nhi na....mai change kar leti hoo...aur muze headache bhi ho raha hai to mai rest leti hoo

Mansoor- ohk.. Jyada headache hoga to medicines bhi le lena....

Roshani nodded and left...

Mansoor-mai bhi call kar leta hu junaid ji ko...but then he saw time...
Nhi abhi nhi kal kar lunga...
He also left

Roshani changed her dress and laid on bed...but unable to sleep.....he was thinking about today's incident...

Next morning......

Roshani gets ready....

Mansoor-roshani kaha ja rhi hai?

Roshani-abbu aake batato hoo please...

Mansoor- ohk...

Roshani left....
And reached JM

In JM

Servant came to parveen....

Servant-mam roshani mam aayi hai

Parveen-andar bhejo unko....

Servant nodded....

Roshani came inside....

Roshani-good morning mam...

Parveen-morning roshani...

Roshani-mam...

Parveen-1min roshani ham room jake bate karte hai

Roshani nodded...
Parveen and roshani goes to room....

Parveen-dekho roshani tum koi bhi decision lo usase pehele mai tumhe kuch batana chahati hoo...

Roshani nodded..

Parveen-roshani I am sorry mai janati hu muze tumse aman ke health ke bare me baat nhi chupani chahiye thi par mere paas koi aur rasta nhi tha...actually hame bhi aman ki is halat ke bare me jyada nhi janate....
Last year aman abroad gaya tha.....aur shayad waha use kisi ladki se pyaar ho gaya....par unfortunately us ladki ki death ho gyi car accident.... Actually car me aag lag gyi jisake wajah blast hua aur vo ladki mar gyi...ye sab aman ki aakho ke samane hua...aur isi wajah se aman ne apna mental balance kho diya....aur ham bhi us ladki ke bare me nhi janate....hame bas itna pata hai ki us ladki ka naam riza chaudhary tha aur aman use rooh bulata tha.....aman ko thik karne ke kiye hamane specialist se bhi baat ki aur unhone kaha....

Flash back...
Parveen and junaid went to specialist....

Parveen- doctor koi rasta nhi hai aman ko thik karne ka

Doctor-parveen ji aman ke mental dis-balanced ki wajah vo accident and vo ladki hai...jise aman rooh bulata hai....agar hame aman ko thik karna hai to uski zindagi me us riza ki jagah kisi aur ko deni padegi....aur agar aman ne apni zindagi me riza ki jagah kisi ladki ko dedi to shayad aman recover ho jaye...lekin ye bohot mushkil hai....but its only last option

Junaid and parveen nodded and left...

Flashback end...

Parveen-ham us ladki ka naam bhi aman ke dosto se pata chala hai....mai ye sab buri nazar and all me manati nhi but shayad mere bete sach me kisi ki buri nazar la gyi....aman the most wanted bachelor jisne itne kam time me itni success paayi hai....jisake liye koi bhi subject ki kitni bhi mushkil problem solve karna easy tha....jo chutkiyo me and orally maths problem solve kar leta tha...uski halat aaj aisi hai aur usko thik aur pehele jaisa bus tum hi kar sakti ho...
Dekho ye sab sochke ab tum apna decision batana....

Really sorry guys....
For inconvenience...

Do votes and comments

LOVE:The best feeling in the world(Completed✅)Where stories live. Discover now