Hope

1.1K 197 49
                                    

Guys I wanna say trust me I am also sidnaaz fan and I will never ever sperate this twist was needed in the fiction to make their bond more strong and pure.

Lets start

Here Naaz was thinking the memories she had with Sidharth when a flashback came in her mind.

Flashback

Sidharth and Naaz were sitting in the balcony of Sidharth cold breeze were blowing.

Naaz was sitting in the middle of Sidharth legs and both were looking at the sky.

Naaz - sidddhhhhhhhaarrtth

Sid - bol na meri jaan

Naaz - tu kabhi mujhe chor ke toh nhi na jaye ga

Sid - aisa kyu puch rahi hai mein kyu chorunga tujhe

Naaz - phela bata na nhi ja chora ga mujhe

Sid - kabhi bhi nhi

Naaz - tu mujhse saccha pyaar karta hai na

Sid - ye kaisa sawal ahi shehnaaz

Naaz- nhi tu bata na

Sid hold her waist tightly and said mein tujhe khud sa bhi jayda pyaar karta hu aur rahi baat tujhe chorna ki toh mein tujhe chor ka kaha jaunga

Naaz hmmmed and kept her head on his chest

Sid - waisa tu ye sab kyu puch rahi hai

Naaz - mujhe pata nhi aisa lag raha hai jaisa kuch bura hone wala hai

Sid - jab tak hum dono saath haina kuch bura nhi ho sakta hai samjhi gadhi

Naaz - mein gadhi lagti hu tujhe

Sid - ab gadhi gadhi nhi lagi gi toh kya laga gi

Naaz - kutttteee saying she pulled his hair

Sid - aaaaaaaaaa pagal hai mera baaaal chor

Naaz - pehla sorry bol

Sid - sorry

Naaz left his hair and said ab thik hai

Sid - gadhi gadhi gadhi
Saying he put Naaz down and ran inside

Naaz - kamina saying she also ran behind him

Flashback ends

A bright smile was their on Naaz face.

Naaz - pyaar toh tu mujhe karta hai tabhi toh mera ankhon mein dekh ka nhi bola kyuki tujhe pata hai insaan muh (mouth) sa jooth (lie) bol sakta shi lekin uski ankhe (eyes) sab sach bata deti hai

Naaz jump on his balcony and slowly slowly went inside and found Sidharth sleeping hugging her dupatta  close to himself.

Naaz smiled and a flashback came in her mind

Flashback

Naaz - Sidharth tu mera dupatta kaha le ja raha hai

Sid- dekh abhi do din pehla humari ladai(fight) hui thi aur mujhe ab tera bina neend nhi aati (yes guys they use to sleep hugging eo tightly) fir mein so nhi paya toh socha age ka liya kaam aur gi

Naaz - matalab tu mera sa aur lade ga

Sid - woh toh situation pein depend karta hai na

Naaz - hayyye kutte mena na maa sa complain kar deni hai teri

Sid - jaa phir kar de

Naaz - hayye tujhe dar nhi hai

Sid - pyaar karna wala kabhi darta nhi hai

Naaz made a angry face

Sid - accha accha dekh agar ladai hui bhi toh hum dono jaldi jaldi maan lenga thik hai

Naaz think then said thik hai 👍

Flashback ends

Naaz pov - dekha humara pyaar bilkul saccha tha ab toh mujhe pura yakin ho gaya hai koi na koi toh majburi hai tabhi tu mujhse aisa behave kar raha hai par mein bhi shehnaaz Kaur gill hu sab pata laga lungi

Naaz pov ends

She went near him and saw dry tears on his face she gently crass his face.

A bright smile come on his face but guys he was in deep sleep

She adjust herself in his arm and he hugged her tightly in his sleep 😴

Next morning 🌄

Sidharth stir in his sleep and found wait on his body. He opened his eyes and the sight brought a bright smile on his face

His Naaz was hugging him tightly and sleeping her all weight was on him with a super cute pout 😗.

He couldn't control himself and peck her forehead and a smile appear on her face in a deep sleep.

Reality hit him.

Sidharth pov - nhi nhi nhi mein aisa nhi kar sakta aisa kaise mein iski life barbad kar sakta hu meri saath rahe gi toh humesha dukhi rahe gi she deserves much better

Sid shake her and said shehnaaz shehnaaz

Naaz stir in sleep and hugged him tightly.

Sid - shehnaaz

Naaz - haa haa

Sid - tum yaha kya kar rahi ho

Naaz - mein yaha nhi hongi toh aur kon ho ga

Sid - jao yaha se

Naaz - nhi

Sid - shehnaaz said sternly

Naaz - thik hai na jaa rahi hu na gussa kyu kar raha hai khadus mumering

She was about to get off from the bed when her leg turned as all the blanket was on her.

She was about to fall when Sidharth hold her

They had an entense eye lock

In Sidharth eyes it was clearly visible the love , care, protectiveness, possessiveness, which he was not able to hide

In naaz eyes questions were there ki why whats the reason behind this behaviour


Naaz - dekh tu aaj bhi meri utni hein care karta hai teri akhon mein dekhta hai par waja nhi pata ki tu kyu chupa raha hai apna pyaar mujhse

Sidharth made her stand and said mein koi pyaar wyaar nhi karta aur na hein kuch chupa raha hu woh toh tu giri isliye bacha liya

Naaz - woh toh mujhe bhi pata hai kitna pyaar tu mujhe karta hai

Saying Naaz left from their here Sidharth thinks

Sid - yaha raha toh pakka isein dur nhi rah paunga jaldi sa jaldi yaha sa chala jata hu ek mahina (month ) baad aunga

____________________________________

Tadddddaaaaaaaaaaaaaaaa here is your next part shower your love ❤️❣️✨✌️💟💗💕









Pyaar Lafzon Mein Kahan (Completed)Where stories live. Discover now