Prt-3

1.4K 95 9
                                    

Next Day in forensic lab...

Abhijeet-very good morning Tarikaji...

Tarika-very good morning Abhijeet...

Haseena slowly wishpered in Kavin's ears- ye aise kyun baat kar rahe hain...

Kavin-woh ye dono ek dusre se pyaar kartey hain par confess karne mein ghabrate hain...

Haseena-ohh...aab hum inko ek karenge...

Salunke-ohh MR.GOOD MORNING hum bhi hain yaha...

Abhijeet-haan...haan...good morning...

Salunke-ye galat baat hain matlab Tarikaji ko very good morning aur hume sirf good morning...

All were silently laughing...

Abhijeet in low tone-haan toh woh mere liye special hain na...

Shreya-sir laash ke baarein mein kuch pata chala...

Salunke-haan shreya...iss ladki ki maut 2 din pehle hui hain...

Kavin-aur sir maara kaise hain...

Salunke-goli se Kavin... point 38 calliber ki goli hain...

Haseena-aur sir woh jo paper ka tukda mila hain laash ke haath main...

Salunke-haan woh main tumlogo ane ka wait kar raha tha...

Abhijeet-iss ladki ka chehra ban sakta hain...

Salunke-woh kaam tumhari Tarikaji kar rahi hain...

Abhijeet-toh phir acha hi hoga...

Salunke-hmm chale abhi...

All-haan...

Salunke-main kissi halat mein ye pata lagana chahta hun ki iss paper mein kya likha hain...boss ek kaam kijiye aap sablog ye protective glass pehen lijiye...

All wore protective glass...

Salunke-aaiye boss...

He took them to a expirement place...

Nikhil-ye sab ya hain dr.saab...

Salunke-Nikhil...jo kagaaj nasht ho gaye hain ya puri tarah se barbaad ho gaye hain unhe padne ki ek nayi technique hain...yahase rays niklegi aur iss paper par padegi aur phir iss kaagaj par jo kuch bhi hain woh hume anaylis karke batayegi...aur phir iss paper ki har cheez alag ho jayegi...jaise raakh mein se syaayi...aur iss paper par jo kuch bhi likha hua tha hume uss computer mein dikhayi dega...

Nikhil-Dr.saab ye sab aap jo bol rahe hain woh sidhe sidhe nahi bol sakte...

Salunke-haan bata sakta hun...Nikhil kya hain ye jo kaagaj barbaad ho gaya hain iss par jo kuch bhi likha hua hain chappa hua hain ye machine hume usse padhne mein madat karegi...samaj mein agaya...

Nikhil-agaya samaj mein...

Salunke-good...

Saying this he started the machine and rays fall on paper and started showing its affect and finally the data base got uploaded on computer...it was a railway ticket...

Shreya-sir ye toh mumbai station se ahemdabad tak ki ticket hain...

Abhijeet-haan...par ye iske haath mein kyun hain...

Tarika-sir chehra ready hain...

Salunke-chalo...

All went near Tarika...Haseena saw her face and was thinking something...Abhijeet saw her and asked...

Abhijeet-kya hua Haaseena...

Haseena-kuch nahi sir...aisa lag raha hain jaise humne iss ladki ko kahi dekha hain...

Hum juda hokar bhi yaadein humare saath hain ✔Where stories live. Discover now