Prt-37

366 62 11
                                    

Next day, haseena was calm now...she went to kitchen and prepared aaira's favourite dishes

Aaira had not came out from her room since yesterday

Haseena prepared dishes and went to aaira's room...she kept the plate on table and sat beside her...she caressed her when she realised she was having fever...haseena got worried...

Haseena- aairu...jaan utho...(But aaira was unconcious and no one was at home) Aaira... Utho baccha... (Worriedly)

Haseena called doctor and sat beside her putting cold water strips...Doctor came and examined her... 

Haseena-kya hua hai doctor?

Doctor-iske papa kaha hain...

Haseena- wo...wo hamare saath nahi rehte...

Doctor-matlab...hum samjhe nahi

Haseena- ham aur wo alag ho gaye hain... Aur aaira bachpan se hamare saath hi hai...

Doctor-toh aaira ne aapse koi ziddd ki hain

Haseena - apne papa se Milne ki zidd karti hai...

Doctor-woh abhi thik hain, but as a kids doctor mein aapko suggest karta hun aaira ki zidd puri kijiye...kyunki bache bhagwan ka rup hote hain aur woh phool se bhi jyada komal unhe dukh diya toh aapko bhi dukh se jujna hoga

Haseena- ham koshish karenge doctor..

Doctor-ji chalte hain aap aaira ka khayaal rakhiye...

Haseena- ji thank you... (And doctor left)

Haseena sat on sofa and started thinking about what doctor said

Haseena (in mind)- kaise Mila dein tumhe tumhare papa se bacche... Nahi Mila sakte... Ham nahi reh sakte unke saath...

But still Haseena called anubhav and ask him tp come mansion...Anubhav came there and Haseena took him to aaira..

Haseena- hum apni beti se bahut pyaar kartey hain...aur usse iss halat mein nahi dekh sakte...isliye...isliye aap yahi rahiye aaira ke saath...

Anubhav- Dhanyawaad...

Haseena- ji...(she sat beside her and caressed her hair) baccha...

Aaira- papa... (Said in sleep)

Haseena- baccha utho na jaan...(hugging her close to her heart)

Aaira hugged her and slowly opened her eyes... Mumma... She whispered

Haseena-haan aairu...(kissed her head)

Papa? Aaira asked in tears
Anubhav-papa ki gudiya kaha hain haseena...(doing acting to find aaira)

Aaira- papa... (Happily while Haseena smiled) aree... Ye rahi papa ki gudiya...

Haseena-abhi mamma buri hain aairu..(in tears)

Aaira- nahi mumma...aap bohut acche ho... (Kissing her cheek)

Haseena hugged her tightly and looked at anubhav...

Aaira- papa aap bhi aao na...

Anubhav hesitated but hugged aaira smiling

Haseena- bhook lagi hai hamari princess ko?

Aaira-haan...(nodded innocently)

Anubhav- lo.. Papa aapke liye chocolate laaye hain... (Giving her chocolate)

Aaira-thankyou papa....(kissed her cheek)

Haseena- ham khana laate hain baccha...

Aaira-mumma aaj aap papa ke favourite ka khaana banao na...

Haseena looked at anubhav Haseena- bacche hamne already aapki pasand ka khana bana liya hai...

Aaira-mumma please woh hum raat ko khaa lenge...abhi papa k favourite banaya na

Haseena- theek hai baccha... Banate hain...

Haseena went to kitdhen and started preparing food, when anubhav came after making aaira sleep...

Anubhav- Jaan...

Haseena-aap yaha kya kar rahe hain mr.singh

Anubhav- apni patni ki madad karne aaye hain...

Haseena-koi jaroorat nahi hain aap jaakar aaira ke saath rahiye..

Anubhav- hamari gudiya so rahi hai...

Haseena-thike toh jaakar aap fresh ho jaaiye...(cutting vegetables)

Anubhav- Nahi hame aapki madad karni hai...laiyye... (taking knife her hand)

Haseena-aap kiss hak se humse baat kar rahe hain...dekhiye aap sir aaira ke pita hain humare pati nahi

Anubhav- aap kuch bhi keh lein...ham aapke pati hain...aur aaira is baat ka saboot hai.... (hugging her from back)

Haseena tried to get out of his grip... 

Haseena-aap humare pati nahi hain humare divorce ho chuka hain

Anubhav- rishta juda dil se tha to ek kaagaz ke tukde se alag kaise ho jayega...

Haseena-dil se juda rishta...huh...woh rishta toh sirf humare dil se juda tha aapke di se toh rishta nahi badle ki aag judi...

Anubhav- maana ke pehle hamne rishta sirf badla lene ke liye joda tha...par ab ham aapse saccha pyaar karte hain...

Haseena-par hum aap se nafrat kartey hain

Anubhav- ham jaante hain aap ab bhi hamse pyaar karti hain...

Haseena-hum aapse pyaar nahi kartey

Anubhav-karti hain

Haseena-nahi kartey bolana...(pushed him)

Anubhav- accha theek hai mat kijiye... Par hame madad to karne dijiye..

Haseena-no thankyou

Anubhav sadly sat at a corner

Haseena looked at him and gave him peas...

Anubhav looked at her- ye?

Haseena-chilliye isse...(cutting paneer pieces)

Anubhav smiled and started peeling peas

.

.

.

.

.

Tadaaaaa tadaaaa

Chapter over...

Plz vote aur comment karna...

Hum juda hokar bhi yaadein humare saath hain ✔Where stories live. Discover now