Jab pyaar ho jaye kisi se, chahtein badal jatee hain...
Koi chahe duniya loota na, chahat main yaar ke...
Aagaaz kaisa bhi ho, anjaam ho pyaar main...Hum toh bas is duniya unke sath jeena chahte hain...
Aur jannat main rehna chahte hain...******
YOU ARE READING
Keh dein hum...?
PoetryZubaan zariya bane, hamari dil ke alfaaz ka. keh dein hum? jo na keh paye hamare lab. kabhi ankhe jhukhi hamari, kabhi dil diwana hua... keh dein hum...? poori duniya toh gawah bane, Hum bhi aur hamari duniya ban gayee aapki kab. ****** collecti...