Socha kayeen baar ke zikar kar lun tumhara, apni dil ki kitaab me main...Socha kayeen baar ke, yaad kar lun tumhe, apne naam ki taraha main...
Sirf ye bol do ke, tumhe dikkat na hogi ittni lambi, kitaab padhne main...
*****
YOU ARE READING
Keh dein hum...?
PoetryZubaan zariya bane, hamari dil ke alfaaz ka. keh dein hum? jo na keh paye hamare lab. kabhi ankhe jhukhi hamari, kabhi dil diwana hua... keh dein hum...? poori duniya toh gawah bane, Hum bhi aur hamari duniya ban gayee aapki kab. ****** collecti...