Diary!

786 49 16
                                    

( All the officers started searching the house and nobody found any clue , when the officers again gathered in the living room , they all saw the wall of the house full of Family photographs , Shreya looked at them , and she started remembering those memories , it was so hard for her , but then they heard Pankaj scream , everyone ran towards the kitchen )

Abhijeet: kya hua Pankaj

Abhijeet: kya hua Pankaj

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

( Pankaj Pura Aate se covered hota hai )

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

( Pankaj Pura Aate se covered hota hai )

Pankaj: sir yeh dekhiye Maine apni Jaan par khel Kar , yeh diary dhoondhi hai , is Aate ke dabbe mei se

( After handling the diary , Pankaj started cleaning himself in the kitchen , and the flour started to wave in the air )

ACP sir: Pankaj!!!! Bahar jaakar Karo

( Everyone laughed at him )

Abhijeet: sir yeh diary is Aate ke dabbe mei itni chupa ke kyunn Rakhi hogi

ACP sir: Shreya , kya tumhare papa ko diary likhne Ka Shauk tha ? Tum is diary ko jaanti ho?

Shreya: Nahi sir , aur yeh diary Mai bhi pehli Baar Dekh Rahi hu

......bureau.....

ACP sir: yeh kya .

Shreya , Mai shuru se jaanta tha siddharth Ka sach , magar mujhe maaf kardena yeh Jaan ne ke baad bhi Maine tumhari Shaadi usse karwayi , agar Mai aisa Nahi karta toh vo tumhe aur tumhari maa ko maar deta , meri bachi mujhe maaf kardena . Siddharth ke papa aur Mai college mei ek Saath padhte the

( Ye pdhne ke baad toh maano jaise ki aakhein khuli ki khuli reh gayi hogi )

Shreya, mujhe batate hue bohot dukh ho Raha hai ki shuruaat mei Maine bhi eye gang ke liye kaam Kia tha .

( Yeh pdhne ke baad toh shock × 100 hogya )

Agar Mai tumhari Shaadi usse Nahi karwata toh vo yeh baat shyd sabko bata deta Uske baad tumhara career shyd khatam ho jaata , Mai aisa sapne mei bhi Nahi Soch Sakta ki meri vajah se tumhe takleef ho , magar aaj tumhe Vida karte samay , Mai yeh sab batana Chahta tha magar mujhe dhamki Mili thi ki vo tumhe maar dega. Ho sake toh mujhe maaf kardena , Mai jaanta tha tum Daya se pyaar Karti ho aur vo bhi Tumse pyaar karta hai , lekin Daya tumhe Dhruv se Nahi bacha Sakta , vo bohot khatarnaak Insaan hai , Mai yeh maan Raha Hu ki agar tumhare haath mei yeh diary hai , toh tumhe saara sach pata chal chuka hai , aur tum CID ki madad se Dhruv ko dhoondh Rahi ho , Mai Tumhe Uske purane vale Ghar Ka address deta hu . Aur ek aur baat , dhruv ko har mahine dialysis ke liye Jaana hota hai , City Hospital mei koi Dr. Ravi ya Dr. Rakesh hai jo usko treat karte hai . Shreya Mai yeh sab tumhe khud saamne aakar Nahi bata Sakta isliye yeh likh Raha Hu . Mujhe maaf kardena , yeh sab isliye likh Raha Hu kyunki shyd Mai zyada din zinda na reh Pau.

( Shreya was devastated , and so was everyone )

ACP sir: Shreya , tumhare papa kiss college mei jaante the ?

Shreya: sir .... ( She was trying to remember ) ........ Han sir , Gujarat University.

Abhijeet: sir magar yeh baat toh bohot saalo purani hai , hame exact year bhi Nahi pata .

Shreya: sir papa 1994 ke graduate hai .

ACP sir: very good Shreya , ek kaam Karo tum aur Daya Gujarat jaao aur Dekho is university se Kuch pata chalta hai kya aur Abhijeet Sachin aur Kavin tum teeno is address par jaao .

( Everyone nodded )

ACP sir: Freddy Purvi Nikhil forensic Lab jaakar Dekho salunkhe ko Kuch pata chala kya

( So basically now bureau was discussing about that case )

.........

I know this is a very short update , but I want to tell you I won't be able to update till 18th of July . Try to understand , I am bit occupied . This is an advance apology for not updating . 

CID Vs the eye gang Where stories live. Discover now