Dhoop kinare (8)

882 120 9
                                    

Hello  guys kese ho ap log mujhe yad Kiya Mene ap sb ko bhot yad Kiya so without any further bakwass ap read kar lo💁

Let's starttttttttt:

Zulqurnain: She said use mujh se nafrat hai

Anjum:Bhai sabar Kate gusse mein hai Bachi hai bas ap log us  se bat karte raho beshak himmat ho na ho Bhai himmat karo jab ap Abida ko ly thy ap ne socha tha na naaz Ka reaction asa hi ho ga to Bhai ap kya ho gya hai ap ko

Zulqurnain: mein koshis karo ga Anjum

Siddarth: Mamu Woh nazz hai hamari we all know she is so kind hearted Woh maaf kar de gi ap ko bas ap log us ko yeah ehsas na dilwao ke Ruqia Mami ki death se ap ko farak Nahi parta

Zulqurnain: siddarth kya bol rahe ho ruqia biwi thi meri naaz or Haya Jesi do namaty gi us ne mujhe is khandan ko us ki death se mujhe Ku Nahi fark pare ga

Siddarth:Mamu you are right but ap log un ko na Chahte hue Bhi yeahi ehsaas dila rahe ho ap mein se kesi be ap  sab ko chod do ap ne in se bat Karne ki koshis ki us din ke baad

Zulqurnain:I know I am sorry mein us se bat karo ga I win my both daughters they love me like they do before

Siddharth: insha'Allah ❤️

After two weeks

In these two weeks nothing is changed Zulqurnain tried to talk with naaz and Haya but nazz don't show any interest she just walk away whenever he try to talk to her but everything is changed in Haya point of view she is start melting seeing her father state the reason is that she is not that attach with her mother at the age of 10 she study in hostel system it doesn't mean she don't love her mother she love her but naaz love ruqia more than anyone Zulqurnain is happy alteast his one daughter don't hate him he is sure he win naaz trust back Haya is good with Abida she don't talk much with her but she is okay

Today is naaz last paper she walk in Hamdani house and saw Ayan Bhai and his whole family is sitting in leaving room she walk towards them  and

Naaz: Assalamu Alikum kese hai ap sb log (she bow down in front of Ayan father and mother to take blessings)

Ayan father as AF
Ayan mother AM

AM:khush raho bacha or batao paper kesa hua ap Ka

Naaz:ap sb ki duao se Acha hua

AM:Allah kamiyab kare

Naaz:Ameen ap log behto mein change kar le ai

AM:jao beta thak gyi ho gi ap

Naaz:g Aunty ap log bate karo mein ai

After 20 minutes naaz come downstairs she listened

AF: Zulqurnain Bhai ap ab hame hamari Amanat de do mein janta hu yeah Sahi waqt Nahi Bhabhi ki death ko zyada waqt Nahi hua lakin hamari Bhi majbori hai Ammi ki tabiyat kharab hai cancer ki last stage hai un ki khawaish hai ke Ayan ki shadii Dekh le

Zulqurnain:Bhai Sahab thek hai mein Haya se bat Kar lo
Haya beta batao kya kare

Haya:Jesa ap ko Sahi lage abbu

Naaz:kya bat ho rahi hai mere baghair

AM: Ayan or Haya ki shadii ki tumhe pata hai Ammi ki tabiyat Ka doctor ne jawab de Diya hai ap shadii jaldi Hona zroori hai hum log sadgi (simplicity ) se nikkah Kar ke Haya ko le jy gy

Naaz:ap logo ki marziii shadii mein koi problem Nahi bss Ghar ke log yeah Jo Bhi Haya api chahey akhir in ki shadii hai hum kya Kar sakte hai

Zulqurnain:Sahi Kaha naaz ne Hume manzoor hai

Chupky ChupkyWhere stories live. Discover now