TS: Love Connection..

2.4K 155 25
                                    

Clock indicates 12:30 in mid night, a lady entered in the dark house, by thief steps, & suddenly lights gets on, she close her eyes in caught gesture..

“hands up”

Lady didn’t follow the order, & the repeat word come again- I said hands up..

Unfortunately she up her hands, & with closing eyes & poor face..

“humeine kitni baar kaha hai, ghar par jaldi aaya kijiye, aise chori chippe sirf chor aate hai, aur aapki jankari ke liye baata dete hai, aap chor nahi hai” a stern voice made lady little shake & she open her eyes..

“aap SHO hai, SHO Haseena Malik, jo ke ek thana chalati hai, aur sab ko jazbaaton ke nagmein sunnati hai’

Haseena smile & she down her hands with smile & says- ohh, accha, hum nagmein sunnate hai, zara dekhu toh, itne bade-bade shabdh aa kaha se rahe hai, woh bhi iss umar mei, & she start to run..

“nahi, aap aise nahi kar sakti”

Haseena says while running- accha bacchu hum nahi kar sakte, aap kar sakti hai, & she chase the person, & pick into her arm while tackling, a laughter sound made the house light..

“bas, bas, aur nahi ammi, nahi toh pet dard hoga”

Haseena stop tackling & give kiss on chubby cheek & says- ammi ko aise satna accha lagta hai aapko..

A quick sigh come up & say- kya kare phir ammi, school se ghar aajaane ke baad aap aane tak toh hum akele hote hai, aur Rani didi bhi 10 baje chali jaati hai, aur aapko kitni baar kaha hai, Yashi ko akele rehna nahi accha lagta hai, phir bhi aap humesha late aati hai..

Hassena take a seat near the dinning table chair while holding Yashi safe in her arm, while adjust her on her lap & says- humein sach mei maaf kijiye, hum haar ek din, lagatar yahi soch ke kaam jaldi poora karne ki koshish karte hai, lekin nahi ho pata hai, ab hum uss baat ke liye kya kare..

Yashi made her face sad & says- aap kab humein ek poora waqt dogi, jaise humari saari dost ki maa, unnhe woh waqt deti hai..

Haseena looking her daughter who complaining against her tight schedule of her duty, & she accepting her daughter’s all allegation, which were all true, she listening her daughter with her clam mind, with her tired body, a peaceful smile on her face because of her daughter, who she spend the time with her mother, who totally forget that her mother coming from police station, Yashi yawing hard while between her nonstop babbling & Haseena says- aapne khaana khaaya..

Yashi shook her head in no & says- homework aap aane se pehle khatam hua hai, toh khaana nahi khaaya..

Haseena impede the hair of Yashi behind the ear & says- aapko hum humesha kehete hai Yashi khaana pehle khaaya kijiye, der se khaana sehet ke liye acchi baat nahi hoti hai..

Yashi made her face little irks & says- ammi aap humein baad mei daatiye pehle aap jaakar fresh hokar aayiye, phir hum ek saath dinner karte hai..

Haseena smile while give forehead kiss to Yashi, & says- hum jaldi aate hai, tab tak aap aapki school bag pack kijiye kal ki kitabon ke saath..

Yashi- ji ammi, & she jump down from the lap of Haseena, & she walks from there, Haseena look her daughter till she disappeared from live area..

Haseena entered in her room, she opens the wardrobe & her eyes catch the frame of her most favorite people, she take that frame in her hand with smile she caressing her thumb with brim eyes & mumble with herself, with smile- kash! Hum aap sab ke saath hote, toh Yashi kabhi akeli reheti hi nahi, hum aap sab ko bahot jaada miss karte hai, Pushpa ji, Karishma singh, Cheetah chaturvdi, Santosh sharma, shayad aap bhi humein miss karte honge, haan humein acche se pata hai, humein aap sab ka dil dukhya hai, lekin uss waqt humein aap sab se dur jaana hi sahi laga, agar paas rehte toh kai rishton mei dooriyan aati aur hum woh dooriyan bardash nahi kar pate, & she smirk with layer of sadness & keep the frame in the cupboard carefully..

TS: Love Connection..Where stories live. Discover now