Chapter 2

621 38 1
                                    

Sachin, Shreya, Pankaj, Vikram were stepping down the stairs

Pankaj: sir aaj forensic lab ka mahol bhaut garam tha
Sachin: aree Pankaj, tum to jante hi ho Dr Salunkhe ko;
Pankaj: nahi sir, mai Salunke sir ki baat nahi kar raha hu; mai Abhijeet sir ke baare mein baat kar raha hu
Shreya:  ha sir, Abhijeet sir ka mood bhaut kharab hai aaj
Vikram: sir ka mood to subse se kharab hai. Aaj bureau mein bhi aise hi the
Sachin: tum log to jante hi ho Acp sir yaha hai nahi..upar se 3 case ek saath aur wo dcp sir ne bhi to bulaya tha Abhijeet sir ko..bas isi wajah se..ho sakta hai
Aur agar aur koi baat hoti to Daya sir hume jarur batate...kyu Shreya bataya kuch Daya sir ne?
Shreya: nahi sir...aisa to kuch nahi bataya sir ne
Pankaj: aur sir mujhe bhi daya sir ne kuch nahi bataya
Sachin: *looks at him as he didn't ask Pankaj anything*
Pankaj: nahi sir...vo mujhe laga ki aap sab se puch rahe hai to...
Sachin: Pankaj *nods in disbelieve and moves out*
Pankaj: waise Shreya, Sir ne sirf tum se kyu pucha?
Shreya: ...Pankaj...kya tum bhi.. faltu ki baten karne lag gaye..bhaut kaam hai..

Saying this she moved out.

Pankaj: aree ise kya hua?
Vikram: *smiles a little*
Pankaj: tumhare toothpaste me namak hai?
Vikram: kyu sir?
Pankaj: daath bhaut chamak rahe hai
Vikram: sir vo to isliye kyuki mai din mein 2 baar brush karta hu
Pankaj: good. Aab se raat mein bhi ek baar kar liya karo
Vikram: ok sir      
Pankaj: ab chalo
Vikram: kaha sir?
Pankaj: tumhara sir to tumhare paas hai, ab mere sir bhi mujhe dila do
Vikram: sir aap yeh kaisi baat kar rahe hai,  aap ka sir to aapke hi paas hai
Pankaj: aaj kya tumne baate mein hasgulle khaye the?
Vikram: nahi sir aaloo paratha khaya tha

(Sachin called both of them)

Pankaj: aree mai Sachin sir ke baare me baat kar raha tha
Ab chalo varna dono ko daat khani padegi...
vaise bhi aaloo parathe khane ke baad jagah nahi hogi pet mein
Ha sir, aaye.

Both came out

Out in the street where their car was parked; as they reached there they saw Abhijeet was standing there dialing someone again and again.

Everyone looked at each other wondering what was going on.

Sachin being the senior among them spoke

Sachin:kya hua sir? Koi problem hai?
Abhijeet: nahi koi problem nahi hai.
Acha kya pata chala kaise hui hai Deeksha ki maut
Shreya: Dr Tarika ne bataya ki maut heart failure se hi hai
Abhijeet: Heart failure? Matlab natural death?
Sachin: sir vo..
Abhijeet: kya vo?
Sachin: sir, vo...abhi pata nahi chala hai
Shreya: par sir Dr Salunkhe test kar rahe hai...jald pata chal jayega
Abhijeet: phir wahi pata chal jayega...  *He dialled again* kab pata chalega? Jab khooni bhaag jayega tab!
*He dialled again*  Switched off...
Shreya:  sir koi problem hai kya?
Abhijeet: nahi to...aacha tum mein se kisi ki Purvi se baat hui?
Shreya: nahi sir
Sachin: no sir
Pankaj + Vikram: *nods in no*
Shreya: kya hua sir...Purvi theek to hai na?
Abhijeet: *dialled again*  Ha vo theek-
                (threw his phone in anger)
Phone uthana nahi hai to phone rakte kyu hai
Yaar, Vikram...yeh..yeh uthao isse

Vikram picked up the phone when the phone rang. It was Purvi's call.

Vikram: Sir Purvi mam ka call hai
Abhijeet:  idhar do

He tried to accept the call but due to hitting the ground it's touch sensor was damaged.

Abhijeet:  Damn it!     *in anger*
Vikram: sir lagta hai screen break hogayi hai
Abhijeet: Ha...Sachin apna phone dena
Sachin:*giving phone* sir ye lijiye
Abhijeet:nahi tum nahi..*thinking something*
               Pankaj tum apna phone do  
Pankaj: ye lijiye sir *he gave*

He dialled Purvi's number but she rejected the call

Abhijeet: yeh Purvi phone kyu kaat rahi hai

        
He dialled again but she rejected

He was to throw the phone in anger but when Sachin got Purvi's call

Sachin: sir purvi ka phone aa raha hai
Abhijeet: idhar do

Sachin gave him the phone while Pankaj took his phone.

On phone

Purvi: Hello, Sachin sir
Abhijeet: main Abhijeet bol raha hu
Purvi: sir,
Abhijeet: tumhara phone kyu nahi lag raha tha?
Purvi: sir discharge ho gaya tha. Abhi charge pe laga kar hi baat kar baat
Abhijeet: ha ha theek hai..
Purvi: Sorry sir,
Abhijeet: Aacha, vo  
*he moved away from other officers*

Meanwhile here to the officers

Pankaj: sir aaj to mera phone jaan se jate jate bacha
Vikram: sir Abhijeet sir to Purvi mam ko par bhi gussa kar rahe hai

When Pankaj got a call from Ishita

Pankaj:Ishita ka call (he picked up the call)

Pankaj: Ha Ishita bolo
Ishita: sir vo aap Purvi mam ko call kar rahe the...koi zaruri kam tha kya?
Pankaj: nahi vo... Abhijeet sir call kar rahe the...aur Purvi ki sir se hi baat chal rahi hai
Ishita: ok sir
Pankaj: theek hai. Bye
 (Call ended)
P

ankaj: sir Ishita ka call tha..vo purvi call reject kiya tha to Ishita ke kaha hoga in case we need
Shreya: sir Abhijeet sir -

(She got a call)
 

Shreya: hello ha, aacha pata chal gaya.    Kiska number tha vo?.....ok thank you.
Sachin: kya hua Shreya?
Shreya: sir Somita (one of the 5 bodies)
ne jisse last time baat ki thi vo number pata chal gaya...kiska hai
Pankaj: kiska hai?
Shreya: sir vo number uski mummy ka hai
Pankaj: matlab uski mummy ne use bulaya tha uss sunsaan jagah par?
Vikram: par sir vo to keh rahi thi ki unhone Somita se do din se baat nahi ki thi
Pankaj: matlab sir vo jhut bol rahi thi?
Sachin: ho sakta hai Pankaj...

On phone

Abhijeet: aacha vo. Kaam ho gaya?
Purvi: ha sir
Abhijeet: kya...kya last location thi?
Purvi: sir last location ****** thi
Abhijeet: theek hai.

The call ended, Abhijeet moved to them

Abhijeet: kya ho sakta?
Sachin: *narrated full information*
Abhijeet: aacha to matlab ek wo number jo unhone hume diya or ek unofficial...aise kaam ke liye
Sachin: ha sir..
Abhijeet: ek kaam karo beauru se kisi ko car leke bula lo
Pankaj: par kyu sir...humare paas to car hai
          (He said in little joking manner)
Abhijeet: car thi ab nahi hai....... Car mai leke jaa raha hu. Tum log dusari car se chale jana
Shreya: sir aap humare saath nahi chal rahe?
Abhijeet: nahi. Tum log samhal lena udhar. Mujhe kuch kaam hai

Abhijeet sat in car and drove off.

Shreya: sir mujhe to kuch garbar lag rahi hai   *she said in tensed manner*
Sachin: thora ajeeb to hai

Sealed Book Of True Love Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum