Chapter 6 (edited)

475 34 13
                                    

Outside bureau

Their car arrived and they got out. They were about to move towards the bureau when Daya sir said to them

Daya: um...tum log ek kaam karo, dekho yeh phone ke location ka kya chakkar hai, main zara Abhijeet ke ghar ho aata hu
Dushyant: sir

So Daya sir sat in car and drove away. Dushyant sir, Purvi and Vikas walked in.

They entered bureau

Purvi: sir Abhijeet sir ki current location yahi baata raha hai
Dushyant: let's see. Ho sakta hai sir aapna phone bhul gaye ho....
Vikas: par sir humen ring ki aawaz to aati.. jab phone ring karta
Dushyant: Vikas ho sakta hai sir ka phone silent pe ho. dhundte hai kaha hai phone,
(Both nodded in yes)
Dushyant: yeh bureau mein koi hai nahi kya? Aisa hona to nahi chahiye
Purvi: sir Divya Vikram aur Vansh ko to yahi hona chahiye....ho sakta hai kissi aur floor pe ho
Dushyant: hmm, ek kaam karo, tum dono baaki floor pe check karo...main yaha karta hu. Aur baaki teeno se bhi kah do.
Purvi: sir
Vikas: sir Abhijeet sir ki desk pe sabse phale check karna chahiye
Dushyant: ha....thik hai karo
Vikas: sir......main?
Dushyant: ha tum...kyu kya hua?
Vikas: sir.... woh. Sir woh....ek sub inspector, ek senior officer ki desk.....sir aacha nahi....
Dushyant: *smiles* thik hai main karta hu..

Both Purvi and Vikas started looking for his phone and Dushyant was to look into his desk when stopped

Dushyant: sir ki desk main..........?

In Somita's society

Shreya and Pankaj had been inquiring the neighbors one house by one.

After inquiring Mrs Raakhi they came out of house. Pankaj was saying something but she didn't hear him. She was about to hit the ground when he held her.

Pankaj: Shreya! Kya hua, tum thik ho?...ek minute, yaha baitho yaha.

He made her sit on the stairs of a house. He ran to their car and came up with water bottle. He gave her water. After she drank, he asked in concerned tone...

Pankaj: tum thik ho?
Shreya: ha Pankaj; don't, don't worry. Woh actually..... shayad subah se idhar udhar dhup mein...
Pankaj: tumhe aaram karna chahiye tha... chot bhi lagi hui hai tumhe...; Tum na ghar chali jao..., Main baaki ka dekh lunga.
Shreya: nahi Pankaj, main thik hu.
Pankaj: thik hai...main Daya sir ko batata hu... wahi batayege -
Shreya: nahi pankaj please. Sir ko mat batana. Tum jante ho kitna kaam hai...aur tumne suna tha na DCP sir kitna gussa kar rahe subha.
Pankaj: arre par-
Shreya: yeh kya hai?

She saw something shinning among the green grasses in the corner. She picked it up. It was a bracelet

Pankaj: bracelet. Yeh yaha kyu para hai?
Shreya: pata nahi
Pankaj: iss ghar ke pass para hai...ho sakta hai yahi ka ho.
Shreya: ho sakta hai
Pankaj: kaise log hai safai bhi nahi karte

Both went to knock the door but nobody opened.

Shreya: *remembered* aisa bracelet to humen Somita ke haath pe bhi mila tha
Pankaj: ha...; To kya isaka case se kuch lena dena hai?
Shreya: ho sakta hain. Isse evidence bag mein dal denge...phale yeh pata karte hai, yaha rahta kon hai.
Pankaj: ek kaam karte hai, main iss taraf puchta hu, tum udhar puchoo
Shreya: thik hai

Sealed Book Of True Love Where stories live. Discover now