Past Continuation

896 38 6
                                    

Akshara and Naitik comes towards naira and tries to talk with her but she was not answering.

Akshara - Beta tumhara naam kya hai?

Naitik - Aapko kuch chahiye?

Akshara - Aap humse share kar sakte ho, aapki jo bhi problem.

They were asking questions again and again but she was not responding.

Akshara - Naitik lagta hai ise bahut bada shock laga hai?

Naitik - Ye to hona hi hai Akshara, itni choti umar me apne maa baap khone ka gam bahut dardnaak hota hai.

Akshara - Naitik agar aapko thik lage to kya hum naira ko ghar le chale.

Naitik - Akshara ye bhi koi puchne wali baat hai, lekin aap ek baar is se puch lijiye.

Akshara - Beta please kuch bolo?

Naira - (Crying) Mujhe mumma-Papa ke pass jana hai, please aap mujhe meri mumma se milwa do.

She hugs her and akshara hugs her back.

Naitik - Beta aap ke mumma-Papa ab kabhi wapas nhi aayenge. Aap kisi ko jaanti ho koi family member ya rishtedaar.

Naira - Nahi mere sirf mumma-Papa the, aur wo bhi mujhe akela chod kar chale gaye.

Akshara - Beta please aap aise mat bolo, hum hain na!

Naitik - Aap hamare saath ghar chalo, hamari bahut badi family hai, sab aapse milke khush honhe.

Naira agrees. They asks police for permission and takes Naira their home.

While at Singhanias

They comes and everyone also comes there.

Naksh - Mumma ye kaun hai?

Naitik - Beta ye Naira hai, aur ab se aapki choti behen.

Naksh - Hello Nairu, chalo mai tumhe sabse milwata hu.

He takes naira to mishti and gayu's room.

Badi dadi - Munna ye ladki kaun hai aur Tumhe kaha mili.

They tells them everything.
Bua dadi comes and listen everything.

Bua dadi - To je chori ko ghar lane ki ke jarurat thi, kisi anaath aashram me chod ke aa jate.

Naitik - Bua ji wo abhi bahut choti hai aur use hamari jarurat hai.

Bua dadi - Aise to kitne akele bacche Howenge to ke sabko ghar utha lawoge.

Choti Dadi - Bai saa rehne dijiye na, choti bacchi hi to hai. Please use isi ghar me rehne dijiye.

Bua dadi - Thaare logo ko jo karna hai karo bus is ghar ka naam kharab na hona chahiye.

After the day Naira changed completely. She was bubbly, chubby, cute, funny and cheerful but after the incident she was some kind of rude, silent, arrogant and professional.

*present*

Author: Past me hi mat kho jana present me wapas aa jao.

Naira - Family, neighbours, relatives sabke taane sune, sirf mere liye, sabse ladke mere liye khade hue, jab mai akeli thi tab unhone mera haath thama, mujhe is kabil banaya ki mai akele sabse lad saku.

Prerna - You are right Naira, ab main kuch nhi bolungi and I am happy ki teri shaadi hone wali hai.

Naira - Thank you meri baat samajhne ke liye.

play by destinyWhere stories live. Discover now