16. Blooming relationships

2K 108 17
                                    

It was her baba who caught them again. She froze, she didn't had anything to say. On the other hand he was angry that she was snatched from his embrace, her getting a slap made him more furious.

" Pallavi" he screamed with concern ingrained in his voice
"Aye sanki buddhe...!!"

"Chillao mat Raghav Rao!! Maine tumse phele hi kha tha meri beti se dur rhena, warna mujhse bura koi nhi hoga"

" Aur main bhi kha tha, thumara beti koi doodh peeta bacchi nhi hai, wo apna life ka faisla le sakti hai"

" Bas bilkul chup, abhi ke abhi yha se jaoo Raghav Rao, mujhe thumari parichai bhi Pallavi ke aas pass nhi dekhni"

"Mereko nhi pata teko mere se kya problem hai, par Pallavi se meko dur nhi rakh paega tum, so apna bekar ka lecture kisi aur ko dena, Ardamainda"

"Thumari gunda gardi yha nhi chalegi Raghav Rao, ye sarifo ka ghar hai, yha itni raat ko tamsaha mat kro aur jaoo yha se, aur aaj ke baad yha Khabi mat dikhna"

Saying this Vijay turned towards Pallavi who was still frozen, he roughly grabbed her arms and started dragging her. Raghav couldn't tolerate this behaviour he moved towards Pallavi and pulled her to his embrace again. This made vijay more furious, he was about to drag Pallavi once more but, Pallavi herself freed herself from him slowly.

" Ragahv tum abhi jaoo yha se bahut rat ho gaye hai, hum baad me baat karenge is baare me"

" Pallavi par.."

" Koi baat nhi hogi!!! Aaj ke baad tum Khabi is battamizz ladke se nhi milogi Pallavi, chalo yha se"

And he again held her hand and entered inside the house, he closed the door on Raghav's face who was following them. They both came inside Pallvai's room.

She stood silent, her baba was disappointed at her. What made her surprise is that she wasn't feeling guilty of what she did, she was already been told by her baba not to meet him but yet she did. She followed what her heart wanted that time.

"Mujhe tumne bhaut nirash kiya hai Pallavi, mujhe tumse ye ummid nhi thi. Maine tumse saaf saaf kha tha tum Raghav se nhi milogi par phir bhi tum us behuda aur besharm Insan se itni raat ko milne gaye"

" Baba aap Raghav ko glat samjh rhe hai ,wo asa nhi hai"

"Mujhe us ladke ke bare me kuch nhi sunna, mujhe nhi pata usne thumhe kon si patti padahi hai Pallavi par wo ak accha admi nhi hai, aur ye baat pura hyderbad janta hai"

" Baba aap kab se in Newspaper or reporters par bharosa karne lage, wo kuch bhi likhte hai bina saboot ke. Raghav ak business man hai baba, uske kitne rivals hai wo paiso ke dam par kuch bhi likhawa sakte hai uske baar me"

" Pallavi thumhe kuch nhi pata, thumne dekha nhi wo kitna batamiz hai"

"Baba main janti hu, main bhi ak company me kaam karti hu. Maine dekha hai humari company ko fake news ke wajha se suffer karte hue. Aur main manti hu baba ki wo bhaut impulsive hai par wo, bura adami nhi hai"

" Mujhe vishwas nhi ho rha Pallavi tum us batamiz insan ke liye apne baba ke khilaf jaa rhi ho"

" Nhi baba, main apke khilaf nhi hu, bas aapko itna khe rhi hu ki aap kuch fake articles ke wajha se use judge mat kijiye, use ak mauka to dijiye"

She moved forward to hold her Baba's hand. She looked in his eyes with hope that he will understand her and will always support her like he did from last three years.

" Baba, aap hi ne kha tha na ki log jase dikhte hai wase hote nhi hai, to unhe kareeb se jaane ke baad hi unhe judge krna chiye, baba Mandar aapka hi beta tha, aap bahut acche se jante the use par usne dokha diya na humhe. Main aapko hurt nhi karna chahti baba, bas itna chati hu ki aap Raghav ko ak mauka dijiye"

Raghvi - The Soulmates (MHRW)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें