Hospital 3

254 35 18
                                    

Yaha pramod ko hosh aajata hain but still vo baat karne ke condition me nahi hain

S:Chota Haddi, kya hogaya ye sab, ub thik to feel kar rahe ho na
(And she hugs him)

Pramod started shivering by remembering the incidence, his temreture again strted rising

S: pramod, Parmod kya hua, tumhare fever to phir se badhne laga hain
Sister......, sister.......jao jaldi doctor ko bulao

Doctor comes
Dr. Sorry mam, par aapko bahar jana hoga

S: lekin..

Dr.mam, pls co-operate

S: okey,

(Then she goes outside)

S in mind: ye tumhe kya hogaya hai. Pramod, bohot hua ab, pls jaldi thik hojao,tumhari problems muzhe batao,kis bat ka itna stress kiya hain tumne?, batao na pls, jaldi thik hojao,me tumhe ese nahi dekh sakti, I am missing you chota haddi, I am missing you

Then she started remembering her memories with pramod

................................ .............................  .

Agnima's conversation

G( while crying):ye ke hogaya Agni,mene tumse kaha tha na, muzhe bohot dar lag raha hain, shayad ye yahi baat ka ishara tha

Ag: Garima ji shant ho jaiye,sab kuch thik hojayega, aap pls tension mat lo

G: ke tension na lu, ab lag raha hai sab khatam hogaya, ab hum sab ke bich kuch bhi pehele jesa nahi hoga,dekha na Aisha kese gussa hokar chali gayi,hame aur hamari dosti ko kisiki nazar lag gayi hain, abhi me Aisha ki side lu ya Pramod ki, Aisha ka sath dungi to sushila ko kya lagega kal ki aayi ek dost ke liye me uska sath chod rahi hu aur Sushila ke sath rahi to Aisha ko yahi lagega na ki mere liye ye Dosti koi mahine nahi rakhti,
Aur Pramod ki galti ke baad muzhe nahi lagta kabhi Aisha use maaf karegi

Ag: ye sab ke bol rahi hai aap Garima ji, muzhe to yakin nahi ho raha ki aap ye sab bol rahi hai, Aisha ki condition dekho, Madhav ka abhi accident hua hai, hosh bhi na aaya use na to use pramod ke bare me kuch pata hain, gusse me thi vo isliye bol gayi, Aur aap pls apne aap ko sambhaliye, aap Garima Agni Ruhail Rajwat hain, aap ka kaam rona nahi situation ko acche se handle karna hain, aapne maa, dp papa ji, hati bazar walo ko upne favour me kiya hain, to sali sahiba aur Aisha to aap ki upni hain,aap se bohot payr karti hain, 6 months ka bonding hain hum sab ka, be strong Garimaji, agar aap hi ese rone lagegi to Sali sahiba aur Aisha ko kon sambhalega, un dono ko aapki bohot jarurat hai is wakt

G: tum sahi kehe rahe ho agni, me himmat nahi harungi, ye hamari
Dosti hamara group ese tutne bikhrne nahi dungi, tum uper ward 203 me Sushila ke pass jao, me thodi der Aisha ke pass chali jati hu,

Ag: thik hain, Garima ji

.............................................................

Aisha was sitting on chair outside the maddy's ward, as she was also not allowed to go inside,Pawni was sitting next to her

Ai in mind: sorry Madhav,muzhe aaj tumse itni si baat par itna zagda nahi karna chahiye tha, pls apni aakhe kholo, muzhse baat karo, I am sorry,q muzhe rula rahe ho

She was also remembering her memories with madhav

Btw as you know Anna is Aisha in my FF , just imagine anna when he says Aisha elect the link and watch video on YouTube)

Phir kuch der baad vaha Garima aajati hain

Aisha garima ko apni taraf aate hue dekhti hain

Aisha in mind:- lo aagayi Garima, muzhe pata hai ye yaha kisliye aarahi hai, Jarur pramod ki side lenehi aagayi hogi, wo to bina bat kiye chala gaya, upna mu chupaye baitha hain, ab ye aakar bol degi pramod ko maaf karo, vagera vagera, aakhir uski sagi behenka pati hain na woh,usi ke liye hi to pareshan hogi wo,use kaha phikar hogi hamari, wese bhi meri aur Madhv ki yaha kisiko padi hi nahi hain, agnima bol rahe the ki pramod ne unhe bulaya bhi nahi tha, itni critical situation me hamare sath bus Pawni ke alawa aur koi nahi hain,koi dekhne nahi aaya, agni aakar bhi wapas chala gaya, puttu ka koi pata nahi, aur Sumode gaye honge upni adhuri date puri karne, aayi thi na sushila redy hokar, me bula rahi thi tab dekh bhi nahi meri taraf ,ab kaha gayi ruhail, rajwat,chotala family, mere Madhav ki to kisi ko parva hi nahi hain, aakhir sab ne hame paraya kar hi diya




Sumod In Kaatela and Sons season 2 :Sumod Jiyaras, Agnima MehilWhere stories live. Discover now