Pragni ki kurbani

229 37 11
                                    

At k&d

Ai: Congratulations girls!!, You are selected in competation,whoooo😍🤩

Sushima: thank you, thank you

Ag: ib ye tikdi jaha bhi jati hain, apni baat to manvakar hi leti hain

P: so to hain!

Pu: bhabi competition me charchand laga dengi, dekhna!

Sushima: ha ha, wo to hum tab kar payenge na jub hemeri tayariya puri hongi,abhi bhi bohot practice karni hain, time bhi kam hain

Ai: ha ha,aap practice me lag jayiye, hum aapko bilkul bhi disturb nahi karenge,

P: wese competation me hone kya wala hain,I mean rulas and regulations kya hain

Pa; wo isi notice me hain ne bhabhi, me padh ke sunadu

G: bilkul, go ahead

Pawni is Reading all rules and regulations

So, competition ke total 3 rounds honge, aur her round me aapko ek modal diya jayega jiska aap hairdressing karoge

So,
1st round:-
Ye puri tarah se logo par depends karta hain, isme her top 25 contestents ko upne upne modals ko ek hairstyle dena hain, aap isme upni marzi se kuch bhi kar sakte ho jese haircut, hairdyeing, shaving anything you want kar sakte ho, matlab upne pasand ki,ya aapko jo sabse aache se aati hai esi koi bhi skill use kar skate ho, matlab upna best dena hai,aur phir waha ki present audience aapne designed kiye hue look ko votes dengi,Jinko sabse jyada votes mile hain ese 10 contests ko chuna jayega,aur baki sab disqualified

Time period:- 1 hr.

2rd round:-
Is round me bhi kuch esahi karna hain, per model ko unke particular costume, personality ki hisab se hairdressing karni hain, upni marzi se nahi balki us particular coustume ko suit hojaye, esa style karna hai aur ye audience nahi balki professionl judges judge karenge, jinka look sabde accha hoga ese 4 contestants ko chuna jayega, baki 6 disqualified

Time period:- 30 minutes

3rd round:-
Isme aap sabhi ko ek hairstyle ki image milgi, aapko hubahu wese hi hairstyles upne client ko deni hain,
Wo koi bhi hairstyle ho sakta hai , ho sakta hai ki aapne kabhi dekha bhi na ho aur kisi ka kiy bhi n ho,

Maximum time 25 minutes

And other compulsory ruls

Agar kisi bhi model ko kaichi ya ustarese chot lag gayi ya phir

Kisi bhi tarah ka misbehave aur cheating karneki Koshish ki to wo contest sidhe disqualified hojayega

Chalo yahi par sare ruls and regulations hogaye

G: na yo competation lag to though raha hain

S: ab wo though to hoga hi na

P: aapko darne ki kya jarurat hai, kafi kam samay me bohot kaam aur kayi style ki hairdressing kar chuke ho aa

G: bohot ki hain per kuch hairstyles esi hain jo kabhi try bhi nahi ki hain

Ag: konsi hairstylise?

Sushima showed them photos of some 3-4 hairstyles

P: ye to bohot hi ajeeb hairstyles hain

S: isliye to hamne kabhi try nahi kare hain na!

Ag: lekin esi hairstyles karwayga bhi kon

Then sushima looks at all the boys present over there with evil smile

Pragni notice that

Ag: na aapke irade kuch thik na lag rahe hain mane

P: sochiyega bhi mat, me doctor hu, me kese Lagunga is hairstyle me

Ag: aur main to inspector hu

Pu: didi nahi pls, me kitkot star hu

Pithkari: wo muzhe kaam ke liye bahar jana hain, sidha 2 mahine baad aaunga

G: dekho maan jao na, pls, ab esi hairstyles karne ke liye kon ready hoga aur hum kaha logoko dhundne jayenge, aap log hi hamari help kar sakte ho na

Every one still not agree

S: na matlab aap log sirf bate karte ho, madat karneki, sachmuch me bari aayi to help nahi karoge ha

P: sushila ji esi baat nahi hain parrr.....

Ag: baat samajh ne ki koshish kijiye

G: thik hain, esi baat hian to hum aapse baat bhi nahi karenge

S: aur competition bhi cancel

Ag: are nahi nahi Garima ji aap gussa mat kijiye, me to majak kar raha tha(actually not), me tayar hu

P: mebhi

Puttu and pithkari:- aur me bhi

Ag( in low voice): chalo,apne balo ki kurbani dene ke liye tayar hojao

P: bilkul

To ab kya kare honi ko kon taal sakta hain, baith gaye pargni chair par, hogaya inke balo ka styanash

Bechare Pragni
( Abhi aap ki karlo dono koi ajeeb si same hairstyles me, muzhse to nahi hoga)

Phir bari aayi puttu and pithkari ki
Ab inka bhi vahi hua jo Pragni ka hua

Bechare ye dono

Abhi sushima ko 3 hairstyles try karni thi jisme se two susheela ke hatho pramode aur puttu par try hui aur two Garima ke hatho Agni aur pithkari par
Ab bach ek hairstyle aur model chahiye two, abhi baki ke do models kaha se layenge isi soch me sab dube hue hain

Pu: q na hum Maddy bro se puche

G: nahi nahi,usse aaram karne do,usko tabyait thik nahi hai

Ag: par use karna ke hain garima ji, use me aur pramode yaha lakar chair par bitha denge, use aapka kamm hone tak Baithe hi to rehena hai

P: ha bilkul, tumhe koi problem to nahi hain na Aisha

Ai: wese ajib to lagega but sushima ke liye kuch bhi

G: rehene do use aaram hi karne do, pehele hi opretion karte time gadbad hui hain, sir per chot already lagi hain usme kai kaichi, ustara lag gaya ya colour ki wajah se chemical reaction hogaya na to problem hojayegi, aur ye Aisha jo Khushi khushi permission de rahi hai na uska chehra nahi dekha hain aapne usdin, kitna gusse me thi

Ai: are wo me ....

G: rehenehi do...

Pragni in low voice: lo bach gaya maddy

Pa: to phir hum ab kya karenge

Aur tabhi DP and dr.jai chotala waha aajate hian

S: papa aur dad aap yaha

DP: na hamari betiyan itne bade competition me ja rahi hai to hame bhi to support karna hoga na

Jai: wese bhi ek hairstyle hi to karwani hain, cap pehenke ghumenge to kisi ko pata bhi nahi chalega

P: wese dad aap aaye kab

Tabhi DP aur jai waha ke sabhi ladko ki hairstyles dekhke husne lag jate hain

Jai( controlling his laughter): are abhi thodi der pehele beta

Pu( in mind): Tau ji ,uncle ji jyada hasiye mat, aap ke sath bhi esa hi kuch hone wala hain

Phir uske baad Sushila jai ke aur Garima DP ke baal bana hi leti hain











Kal competition track ka last part aayega ,so stay tuned

Bye

Ye part kesa laga batana comments karke

Aur votes bhi kafi kam kam ho rahe hain, dekho votes karado warna kahi aap ka bhi bura hairstyle na ban jaye

Aur ha kal ke part me main bohot videos bhi dalne wali hu, so be ready

Sumod In Kaatela and Sons season 2 :Sumod Jiyaras, Agnima MehilWhere stories live. Discover now