Chapter-20

351 32 4
                                    

In night dev and ananya come to India . Kiara tell them every thing.
Ananya - Iska matlab nandini aur Manik jinda hai .
Ansh - ji mausi .
Dev - par aisa kar kaun sakta hai .
Kiara - Pata nahi jisne bhi yeh kiya hai na main use chodungi nahi .
Ananya - Main tere sath Kiara .
Kiyan - Acha humein Parth bhaiya aur tara aunty ko dinner par bulaya hai ap sab unse mil be loge aur woh humein aage kya hua yeh bata bhi denge .

After some time Parth and tara come to Kiara house .
Kiara introduce dev , ananya z raj and Astha to tara and Parth .
Ananya - Tara ji please bataiye na nandini aur Manik kaha hai kya hua unke sath .
Tara start to tell them.

Flashback.
The same night when nandini and tara meet first time . Nandini come to tara and said .
Nandini - Tara mujhe tumhari help chahiye .
Tara - Nandini kya hua tum itna ghabrayi hui kyu ho .
Nandini - woh sab main tumhe nahi bata sakti . Abhi ke liye sirf itna jaan lo ki hum sab ki jaan khatre main . Tara meri baat dhyan se suno . Jis din tum Kiara se milogi usse kehna useke kiyan , ansh aur Amayra ke paas ek pendant hai jo ek hi pendant ka char hissa hai jis din woh unhe jodenge unhe hamare bare mein sab pata chal jayega. Tum mera yeh kaam karogi na tara.
Tara - ha nandini zaroor .
Saying that Nandini leave for there.
Back to present
Tara - Agle din mujhe pata chala ki ek accident mein veer Anahita, cabir and mukti ki death ho gayi aur Manik and nandini bhi gayab hai . Main wapas aa rahi thi tabhi meri car ka accident ho gya aur main coma main chali gayi jiski wajah se main nandini ka message tum tak nahi pahucha payi.
Listen this tears come in tara eyes .
Kiara - isme aap ki galti nahi hai aunty .
Ansh - Humein apne pendant jod kar dekhne chahiye.
Then they join the four pendant and this is become one .

Love with a Fairy - Season 2Where stories live. Discover now