21.10.2021-Suman Varma Case-EP-325

123 14 1
                                    

Ajj humne pushpa ji aur nawab sab ko uss larke (naam bhool gaye)  ke clinic beja. 

Waha pushpa ji aur Nawab sab ne suru kar dia appna drama. 

Pushpa ji ne asa behave kia ki dr ne unko chera aur Billu ne asa kia ki woh unn sab gatnao ka shakshi hai.

Aur waha bathe sabhi ne sach ko chor kar Challata hua jhoot ko sach maan lia. 

Fir jasa humne socha tha wohi hua woh larka appne maa baap ko leke aaya hum se madat mangne. 

Likin wohi ilzam jiska hai iss baar ussi peh lagai ki pushpa ji ki galti hai. 

Aur izzat koi cheez nhi hai jo koi bhi rah chalta chichichora ake le jai ga. 

Aur nahi yhe pata lag sakta hai ki kon tumare sath batamizzi karega. 

Woh tumara koi appan bhi ho sakta hai koi paraya bhi. 

Aur acchi baat toh yeh hai ki yeh baat unko samaj aa gai. 

Sahi maine mn toh izzat uss larke ki nhi hai. 

Asi bohat se larkiya hai jo inn sab ka shikar hoke ya toh appni jaan gaya dete hai. 

Nhi toh appni zindigi kaharb kar dete hai,gut gut ke maar jate hai....

Suman ko humne insaaf diliya shayhed auro ko dila pai.

Woh kathe hai na dusro ki izzat karoge toh hi kud ki izzat rehegi

 Ajj yehi tak hi

Haseena Malik

21.10.2021

𝐻𝒶𝓁-𝐸-𝒟𝒾𝓁Where stories live. Discover now