07

4K 436 44
                                    

At night

Shehnaz's Place

Shehnaz :- mamaji kuch bat krni thi apse

Dinesh :- ( filling his glass ) ab kya hai

Shehnaz :- wo ek clg hai jah.....

Dinesh :- yelled loudly

firse se shuru ho gayi tu...bola na yaha ghar chalane paise nahi hai tuze padna hai ya ye kahu bhar ghum ke maze Krna hai

Shehnaz :- na..nahi muze scho... scholarship mili hai fees ka koi tension nahi h plzz muze padna hai

Dinesh :- thik hai thik hai lekin agar koi bhi ulta sidha kam kiya tune toh tuze bhi pata hai m kya karunga tere sath

Shehnaz :- ji m koi shikayat ka mauka nahi dungi sacchi...mumma ki kasam

Dinesh :- thik hai ja abhi

That night she sleeps having slight smile on her lips

next day.....

Misha :- Sir don't worry m har time uske sath hi rahungi....

Sid :- yes n just make sure ki wo tumhe ab apne dil ki har bat batane lage...like uske past sorrows,,usse abhi kya problems hai... everything

Misha :- yes sir bye

Sid's office

Sid :- ek important kam hai Shehnaz ke uncle ka kuch Krna hai meko usko ab roj milne ka man krta hai

Vidyut :- ohk kuch sochta hu
and he leaves from their

Sid opens his phone and found three missed calls from saniket.....

Sid :- bol bhai cal q kiya

Saniket :- good news deni thi tuze meri book complete ho gayi ab bas realise krni hai

Sid :- wow nice...agar meri koi help chaiye toh bata dena

Saniket :- thanks bhai muze pata tha meri khushi m tuhi zada khush hoga.....

Sid :- aisa nahi h mom bhi utni khush hui hogi I know

Saniket :- trying to change the topic

accha sun jiske liye smile krta rehta h aj kl wo kaisi h abhi tak hai tere sath ya....

Sid :- Shut up bhai koi ladki nahi hai

( I know m zuth bol raha hu lekin m abhi kuch nahi bata sakta.... Pehle m puri tarah se Princess ke life m enter kr lu fir hi bataunga )

Saniket :- accha ohk ok ghar jaldi aa jada stress mat le kam ka

Sid pov
bhai ab mera stress kam krne wali mil gayi h muze uski pictures dekh ke hi fresh feel hota hai 😁😁

Sid:- ohk bye

Shehnaz's house

Shehnaz's pov

hayee aj se new start krne ja rahi hu babaji sab thik hi rakhna....

ye Misha ab tak aayi q nahi

Misha :- sorry sorry thoda late ho gaya

Shehnaz :- it's ok ...abhi jaldi chaliye

Misha :- clg m mere sath hi rehna ohkk

Shehnaz :- yes

they enter in that fashion designing college firstly they complete shehnaz's admission formalities and then moves towards their class

Misha :- Shehnaz itni chup chup q rehti hai

Shehnaz :- m aisi hi hu pehle se hi

Misha :- ohh u mean childhood se hi aisi ho tum ekdum shant

Adorable - My love ( completed )Where stories live. Discover now