sai came to know the truth

1.2K 91 6
                                    

Recap- mahira is pregnant
________________________________________________________
In hall

Bhawani:Mahira ajj tune hum subko bohot badi khushi di hai beta
Mahi:☺️...................badi mami mai ye Khush khabri apne baba aur bhaiya bhabhi ko bhi batana chahti hu
Mansi:beta lekin hamare ghar mai kya chal raha hai ye tu janti hai agar Sudhir ji ko ye bat pata chalegi to unhe bura lagega
Bhawani:ek kam kar beta tu sham ko Samrat ke sath apne ghar ja aur subko ye Khush khabr suna
Mahi:ji Badi mami
Mansi:aur tum dono kal doctor ke pass jakar checkup bhi kar ana ha beta
Mahi:ho aai mai bhi yahi kehne vali thi

In sairat's room

Sai: Virat muzhe apse kuch bat karni hai
Virat:ha sai bolo na
Sai:virat Mahi di pregnant hai
Virat:ye bat subko eksath pata chali thi aur us vakt vaha mai bhi tha to tum muzhe aise kyu bata rahi ho jaise muzhe pata hi nahi hai? Ha why?
Sai:oh ho kabhi puri bat nahi sunenge bas chapar chapar karte rahte hai
Virat:accha chalo puri bat batao
Sai:mahi di pregnant hai unko vomiting mood change aur chakkar aise symptoms dikh rahe hai par Pakhi didi ko aisa kuch nahi ho raha kya pakhi didi abhi bhi jhut bol rahi hai?
Virat:par kal us dr.diya ne ake confirm kiya tha na
Sai: phir bhi kya kal aap us dr.diya se jakar mil sakte hai muzhe unke hospital ka nam pakhi didi ne bataya hai
Virat:thik hai mai kal hi waha jata hu

Tabhi vaha Mohit aa jata hai

Mohit:sai vahini
Sai:ha Mohit
Mohit: sorry maine apko disturb to nahi kiya?
Virat:nahi aisa kuch nahi hai Mohit
Mohit:sai vahini muzhe apse kuch kam tha
Sai:bolo na
Mohit:kya ap sham ko mere sath Mahi bhabhi aur Samrat dada ke liye gift lane chal sakti hai? Wo kya hai na mene aur karishma ne socha ki unhone itani badi khush khabri di to unke liye ek gift lena chahiye par karishma sham ko busy hai to
Sai:accha thik hai mai chalti hu apke sath infact mai bhi unke liye gift lene ka soch rahi thi to hum Sham ko jate hai
Mohit: pakka na
Sai:ha pakka
Mohit: Virat dada aap bhi hamare sath chaliye na
Virat:nahi Mohit muzhe sunny ko milne jana hai
Mohit:accha thik hai

Wo vaha se chala jata hai
In evening
Sai aur Mohit bahar jane ke liye nikalate hai?
In car

Mohit:sai vahini mera ek kam hai to yahi pass mai hame thodi der rukna padega chalega na apko?
Sai:ho Mohit
Mohit: actually wo maine yahi ek audition diya tha to usi sisilemai kuch kam hai
Sai:koi bat nahi Mohit

Sai aur Mohit waha pohochate hai

Mohit:sai vahini aap yahi rukiye mai abhi aya
Sai:ji

Mohit chala jata hai

Sai:(in her mind) Mohit bhaiya ko to ane mai time lagega utne samay mai kya karu ek kam karti hu bahar jakar dekhti hu yaha kya kya hota hai

Sai bahar jati hai vaha use dr.diya dikhti hai

Sai:(in her mind)dr.diya yaha kya kar rahi hai...............dr.diya hii
Dr.diya:aap.....yaha
Sai:kya kua aap itana ghabra kyu rahi hai
Dr.diya:kuch nahi hua hai....... kuch nahi (in her mind) agar inhe pata chala ki mai doctor nahi hu to
Sai:aap yaha kaise?
Dr.diya:kuch kam tha

Tabhi koi ladki use awaj deti hai

Girl:nisha tu vaha kaha bate kar rahi hai tera audition hai ab chal
Sai:aap acting bhi karti hai kya
Dr.diya:ha
Sai:ek minute par unhone apko nisha kehke awaj diya par apka name to Diya hai na?
Dr.diya:wo galti se bola hoga😥
Girl:nisha chal na yarr
Dr.diya:tu ja mai abhi ayi
Girl:ok
Sai:such boliye ap dr.diya hai ya nisha ......... Batayiye varna mere pati ACP hai ab age apko batane ki jarurat nahi hai ki mai kya kar sakti hu...........boliye
Dr.diya:😭 mai koi dr.diya nahi hu mai to ek choti actor hu muzhe us pakhi ji ne ye karne keliye bola tha
Sai:dekhiye aap shant ho jaiye aap ki ismai koi galati nahi hai apko jo bola gaya vahi apne kiya kya aap ye such subke samne bol sakti hai
Dr.diya(nisha):😥
Sai: dekhiye please mera ye kam kijiye mere aur mere pati ke jindagi ka swal hai please
Dr.diya(nisha):thik hai

Tabhi vaha Mohit aa jata hai

Mohit:sai vahini chaliye mera kam ho gaya hai
Sai: Mohit ye
Mohit:aap dr.diya hai na par aap yaha kaise

Sai use sub kuch batati hai

Mohit:kya?
Sai: lekin ye such bolne ke liye tayyar hai

Wo tenno ghar jate hai
In CN

Sai:virat Mahi di Samrat dada sub log jaldi niche aiye

Sub aa jate hai

Bhawani:kya hua sai? Tu itna chilla kyu rahi hai
Sai:battati hu kaku pehle sub to aa jaye
Mahi:sub to hai sai
Mohit:par patralekha ji nahi hai na unhe ane digiye
Pakhi:kamal hai aaj achanak mera intezaar ho raha hai
Sai:apke karm hi kuch aise hai
Pakhi:kehna kya chahti ho tum?
Mohit:bata rahi hai sai vahini jara sabr rakhiye patralekha ji
Sai: pakhi didi mai na aaj apko ek kahani sunaungi
Virat:kesi kahani sai?
Pakhi:ye kya boli ja rahi ho tum............. Mohit tum log bahar gaye the na kahi sai sir par to nahi gir gai
Virat: mind your language pakhi
Pakhi:aur tumhari biwi jo bakwas kar rahi hai uska kya
Virat:meri sai kabhi bina matlab ki bate nahi karti samjal
Pakhi:oh really.............
Samrat:ek minute pehle sai ki bat to sunlo tum log
Mahi:ha sai batao apni kahani
Sai:ha to meri kahani ye hai ki............................










































Precap- What will be Sai's story?
✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨
So guys kaisa laga ye part comment Karna aur vote bhi karna please

Note-please ignore mistakes 🥺

So stay tuned
Until we meet
❤️❤️

❤️It's sairat's World❤️Where stories live. Discover now