Last page of diary

297 18 14
                                    

After few days sm got discharged from hospital and was resting then she asked him

Sm - rahil ek baat kahu gussa nahi karoge na
As - nahi pucho
Sm - tum phirse hamare Wale rahil banjao na
As - rahil banjao arthat hum kuch samjhe nahi
Sm - matlab wohi rahil jo tum kashmir mein hua karte the haste khelte ladai jhagra karte ye jyada samajdar Anubhav singh mujhe accha nahi lagta (making faces ,As chukled)
As - per shilma wo to hamari yaaddast nahi thi isliye bina kisi chinta ke hum apna zivan khulke jee pate the
Sm - to ab kyu nahi
As -....
Sm - rahil main janti hu tumhare dil mein bht dard hai usse apne andar sametke mat rakho plz usko nikal do jabtak apne andar apna dard rakhoge wo kabhi khatam nahi hoga plz rahil apne ansu chupao mat use behne do plz rahil  tumne apne baba ke jane ke baad apni zindagi jeeni chordi thi wo zindagi tumhe dobara jeeni ha apne dil ko halka karo , unpalon ko aaj akhri baar yaad karke apne dil ke ansu sab nikaldo

(As looked at her with moist eyes)

Sm - haa ajke baad kabhi nahi kahungi rone , rone se dil halka hota hai kisne kaha ladke nahi rote kyu unko rone ka haq nahi unko v dard hota hai takleef hoti hai aur unhe bhi apne ansu bahane ka haq hai
As - per hum nahi ro sakte hum aapne apko nahi sambhal payenge sab yaad karke
Sm - to tumhe apne apko sambhalne ki jarurat nahi hai main hu na tumhe sambhalne keliye
______________________________________

As looked at her with moist eye remembering ammi used to tell the same to him when he feels alone or missing his home he keeps his head on her lap and cry

______________________________________

As eyes started flowing remembering everything from death of his father to the harsh life he lived his sacrifices for his family his friends return didn't get anything he also wanted to go out and play like others but he have responsibilities he also wanted his father to come to his school but none comes to listen his appreciation from teachers for his braveries or manners
*soon his sobs turned to harsh cryings , abbu came there shilpa made a signal to keep him quite and assure through her eyes but abbu stood near the door* he dugged his face on sm's lap he was cursing his fate for doing this crucialty with him shilpa was also crying and Abbu too was crying understanding his pain

After an hour he stopped shilpa check him he slept like that she then slowly moves from there making him comfortable and cover with blanket

______________________________________

Ab - kya hua shilpa beta tumne asa kyu kiya kyu usko yesab yaad dilwaya kitna roo raha tha mera baccha
Sm - ye sab jaruri tha abbu
Ab - kya jaruri tha kitne dard jhele hai usne kitni takleef Hui hai
Sm - sahi kaha abbu bht takleef jheli hai usne ab uske khush hone ka waqt hai
Ab - wo to thik hai per yesab kyu
Sm - abbu apko apna purana rahil chaiye na wo masti karne wala khushnuma wo purana rahil jo hamesha sabko hasta tha carefree
Ab - chaiye to Anubhav jab rahil bana to wo Anubhav bilkul alag tha asa lagta tha sabko zindagi jeena sikha Raha hai na koi tention na kuch per wohi jabse Anubhav ki yaddast ayi hai tabse na usko khulkar haste dekha hai na kabhi rote
Sm - sahi kaha aur aap v yeh mante hai na rone se Mann halka hota hai to aaj mane wohi Kiya hai jo ansu Anubhavji apne andar chupaye huye the use nikala hai jo guilt unhe andar hi andar khaye jaraha hai bass usko ansu ke tarha bahar nikala hai ab hame apna purana hasta khilkhilata rahil wapas milega  (seeing As sleeping figure) aur ye ansu phir kabhi nahi behne dungi ye Mera wada hai aur phir bhi kabhi wapas tumhara Dil bhari hone lage to isi tarha tumhare sath tumhara dill halka karungi wada raha (smiles)

____________________________________________________________________________
Scene change
Present time

The letter

Beta wo akhri baar Rahil ase roya tha ha uske baad bhi kabhi kabhi uska man udaas hota tha to wo merepass ajata tha.
Main nahi janti mere jane ke baad wo roya tha ya nahi per main itna jarur janti hu ki aab uska gussa pehle se bhi jyada badh gaya hoga aur Rona bhi usne chod diya hoga kyuki gussa hi uske dard bahar nikalne ka zariya usne banaya hai , beta tumhe apne papa ka gussa kamkarke unhe ye yakeen dilana hoga ki main ab nahi rahi aur ye manke usko zindagi mein age barhta dekh hi main khush hongi
Usse wapas apni zindagi jeena sikhana hoga wohi purana Anubhav banana hoga jo wo bachpan mein baba ke jane se pehle tha aur kashmir mein tha tum apni maa ka itna Kam karoge na beta ,
Aur iss kam mein tumhari madad karenge tumhara parivar , tumhari dadajaan , dadi, bua, santosh didi cheeta bhaiya billu uncle aur haseena aunty , Aur isbar Anuseena ko tum milakar rehna unhe juda mat hone dena
Apna Dhyan rakhna beta aur apne papa ka bhi mumma loves u baccha

Loving
Shilpa

________________the end_______________

Shiluu  ( Abbu voice bring him into the harsh reality of this world he was happy into the world of his mother where he can listen her see her but that all was his imagination and the truth was so bitter he immediately wiped his tears closed his diary kept in bag and was seeing sm's photo)

Sb - mumma hum apse wada karte hai papa ko apne parivar seh pehle jaise milayvayenge unhe happy happy bhi karenge per usse pehle hame haseena aunty ka photo dhundni hogi Ghar pahuchke dhundunga (determined)

Ab - kya hua beta jaldi saman dalo aur chalo station agaya

______________________________________

They reached lucknow and came out if train sb was happy because it was new for him and he had heard many stories of here from shilpa so he was excited but more then all this he was excited to meet his family which he had only seen in family photos or in phn calls , abbu too was happy because here only he again got his son back many moments spend here but As was while quite just reminiscing his every moment from the day he came here alone to the day he left from here but still his face was calm and blank but abbu understood and came to him

Ab - (keeping his hand on As shoulder he looked towards him ) wohisab sochrahe ho na
As - (taking a sigh) ha abbu pure 8 varash baad hum yaha lucknow aye hai ye jagah bhi kitni badalgayi hai na sabkuch badalgaya hai log cheeze sab agar kuch nahi badla hai to wo hai hamari kismat (meaningfully ) 

A voice - hey Anubhav

-----------------------------------------------------------

Did you liked it my story
Kon hai ye awaaz agaye hai Anubhav Lucknow where is haseena kya hoga jab phirse hoga Amna samna anuseena ka kya isbar milapayega shilbhav anuseena ko ya kismat khelegi koi apna khel
Stay tuned spread positivety

Teri meri prem kahaniWhere stories live. Discover now