School

209 33 0
                                    

They are now turned 16 and they are in the 10th standard.
Jiya: oye chal na yaar class bunk kar lete hain.
Paras: nahi jiyu, humara board haina Hume padhna chahiye.
Jiya: ohho pura din to tum padhte rehte ho. Please chalo na.
Paras: jiyu no.
Jiya: parasss
Paras: jiyaaa
Jiya: ohhoo tum waise hi kitna padhte ho. Ho jaaoge pass. Main guarantee leti hun.
Paras: wo to main waise bhi ho hi jaaunga pass.
Jiya: to phir. Plss
Paras: jiyu...!
Jiya: paro tumhe pata haina I hate social science. Aur waise bhi ye wali class last hai. I promise kal main sab padh lungi. But aaj please bunk karte haina? (cutely)
Paras: tumhe pata hai jiyu tum aisa bolke phir padhti nahi ho.
Jiya: main na padhu to tum punish kar dena. I promise pakka padhungi. Par kal
Paras: (sighs) thik hai chalo.
Jiya: yayy... (hugs him)

They both bunk their last class... They go to garden and play for a while remembering their old days... Then they go and eat pani-puri and chat... They also ran crazily on the ground... They also sang songs like a lunatic on the busy streets... They reach the school back just at the time when bell rings... Both of them giggle and go towards their fathers.

Paras: uncle kal jiya mere saath baith kar padhai karegi.
Vijay: aisa jiya ne kaha? (surprised)
Paras: haan uncle. To main kal aapke ghar aa jaaunga.
Vijay: thik hai. Aur beta jiya padhe na to usse pure haq se daant lagana.
Jiya: papa... (whining)
Paras: (chuckles) OK uncle.
Jiya: kyaaa OK? No papa no.
Jay: aree mera bachha, pehle kabhi kisi ne tumhe daant lagayi hai kya?
Jiya: nai (cutely)
Jay: exactly. To phir. Aur rahi baat Vijay ki to wo tumhe chidha raha hai. Aur agar paras daant bhi dena to mujhe bata dena hum dono milke Uski khabar lenge.
Paras: dad (whining)

All of them laugh...

Every moment was you Where stories live. Discover now